Mobile Me Downloading Speed Kaise Badhaye ?

-

” how to increase downloading speed in android SmartPhone ? “ India Ke Jyadatar Internet User ka Ye question Ho Sakata hai. 1MB File Download Karne Me 5 – 10 Minutes Lag Jate hai. tab ham Mobile Me Fast Download Kaise Kare ? ham Mobile Download Badhane Ke Tarike – Tricks Use Kar Sakte hai.

Other Country ( US, UK, caneda.. ETC. ) ke Mukable India Me abhi Tak Telecom SIM  Provider internet Speed Dene Me kamyab Nahi Huye Hai. India me 2g, 3g, 4g Available hai, but sabhi jagah Isaka Fayada Nahi Pahunch Saka Hai.

Agar Aap Apane Mobile Ki Download Speed increase karna Chahte hai to Is Article Me Kuchh Tricks Aur Tips Provide Ki Gayi hai. Aap Ise istemal Karke Mobile Ki Downloading speed Badha Sakte hai.

Kuchh Online Downloading Boost Karne Ke Free Tools hai. Android Apps Hai. downloading speed booster ki help Bhi Le Sakte hai.

Ye Bhi Padhe : Idea Me Free Internet Kaise Chalaye ? 

increase downloading speed in android Phone :

Is Article Me HindiHelpGuru aapko Android Mobile Ki Download Speed Badhane Ki app bata raha Hai. Kuch Downloading Speed Boost Karne Ki Tips Bhi De raha hai.

ADM Se Internet Speed Fast Kaise Kare ?

ADM Yani ” Advance Downloader Manager “. Ye Download karne me Use Kiyajayta Software – Application Hai. PC Me Bhi Internet Downloader manager Use Kiya Jata hai.

ye sabse best application hai downloading ke liye. Ye files ko maximum parts me divide kar deta hai, jisye Internet speed boost hone lagta hai. Is Android App Se Downloading Speed Badhane Ke Liye Ye Step Follow Kare.

Step 1. Sabse pahle apne android phone me ADm download kare.

Step 2. Download karne ke baad application ko Install Karke open kare.
Step 3. Phir Top Left Button pe click kare.
Step 4. Phir downloading Tab me jaye ar settings ko sahi edit kare.

Downl,oading Speed Kaise Badhaye

( Follow This Settings)

  • No. of downloads: 3
  • No. of threads : 9
  • Speed of Download Max: 9
  • Smart Download: On

Is Setup Karke. Bad Me Aapke Mobile Me Koi Bhi File download Karna Shuru Kare.
Aapki Downloading Speed Badh gai Hogi.

Kill WiFi Se Download Speed increase kare :

Ye Or Ek App hai Jo wifi Se Internet Use karne wale User Ki Speed Badha Deta hai. agar aap Mobile me Wifi se Net data Use Karte hai to Ye Aap Bhi Aapke Kam Ki Hai. kabhi hota ye hai Ki 1 wifi se ek se jyada User Connected Hote hai Tab Aapko Downloading Speed Nahi Milti hai. tam agar aap killer wifi ka app Use karte hai to aapke Mobile me wifi speed badh jayegi.

Use Signal Booster Apps :

Download Speed Low Hone Ke vajah wifi Signal problem Bhi Ho sakta hai. low signal se net speed 4g hone ke bavjud nahi badhti hai.

how to Boost Downloading Speed

Aap Chale To Isake Liye Signal Booster App Ko Use Kar Sakte hai. Google play Stor pe Kai Aap Hai Jo wifi Signal Boost karne Me Help Karte hai. aur aapko maximum speed Provide karte hai.
HindiHelpGuru Aapko Best Signal Booster Android App Provide Kar rahah Hai.

Future Of This App :

– Measure App Speed in Real Time.
– Find the best Public WiFi connection.
– Clean your Home WiFi channel.
– Compare WiFi vs. Cellular Net App Speed. Choose the best network.
– Control your Data Expenses! Never exceed your data quota again.

Recommended for You
You may also like
Share Your Thoughts

10 comments

  • shivam pachouri

    mere java mobile sm b313e me youtube support nahi kar rahaa he

    • HindiHelp Guru

      Version ko update karke check karo.

  • manoj

    bhai mera area me internet speed bahut kaam hain. Jio ka to kuch speed hain bhi par airtel ka to bilkul nahi hain. hum kya kar sakte hain downloading speed badhane ke liye. pls ans.

    • HindiHelp Guru

      agar aapke area me mobile tower hai aur speed nahi mil raha hai to yahan batayi tricks istemal kare.

  • Hema

    सर बहुत हेल्पफुल जानकारी शेयर की है आपने इस आर्टिकल में, आपके पोस्ट को पढने के बाद मुझे अच्छी जानकारी मिली धन्यवाद!

  • besthelpworld.com

    Mere mobile me Wifi ki speed bahut kam chalti hai lekin computer par fast hai.aisa kyu hai

    • HindiHelp Guru

      mobile me supported browser use karo. network setting check karo.

  • Hemant Khadav

    Sir me Apne FB Lite Par Group Me Ek Sath Sabhi Logo ko Remove Karna Chata hu..please Help

    • HindiHelp Guru

      Facebook Group Ko delete kar do.

  • vinit

    shr hmari internet speed low ham kya kre speed ko tej bdane keliye

Leave a Reply