Home Loan Information in hindi – Home Loan Kaise Milega

-

Home Yani Ghar. Life Me Sabhi Ka Sapana Hota Hai ki Mai Ek Badhiya Sa Home banu. lekin Is jamane Me Home banana Chhote income wale Parivar Ke Liye bahut Mushkil Kam hai. Lekin Government aur Bank Aapko Isake liye Home Loan De sakata hai. aur Aapka Ghar Ka Sapana Pura ho sakata hai. Sabhi Banks Apane Customer Ko Home Loan Provide karti hai. New Home banane Ke Liye, Home Home Repairing ke Liye, New Residential Plot ke liye Loan sabhi Bank De rahi Hai. But Isake kuchh Rules hai. Is Article Me Aapko Home Loan Information Hindi Me Batyi Gai Hai.

Home Loan lene ka Kam vaise Aasan Nahi Hai. Kyuki Aapko Isake Liye 10 lakhs to 50 Lakhs + ka Loan Ban deta hai to Isake Liye Security Bhi Jyada Rakhni Padti hai. Logo ko Home loan Ki Puri Jankari Nahi Hoti Hai. aur Bar Bar Bank ke Chakkar Katne Padte Hai. Home Loan ke Liye HindiHelpguru.com Website Par Is Month Kai Question Aaye Hai. Ham Chahte Hai Ki Is Article Me Aapko All Home Loan Information Di Jaye.

Example Question : 

  • Home Loan Lena Hai, Jankari Chahiye ?
  • Aapkai Salary Kitani Ho to Kitana Loan Milega?
  • 10 Lakh Home Loan lene Par Litna bayaj Dena Padega?
  • Mahila Ke Liye Home Loan interest kitana Hai?
  • Yearly income par muje home loan mil sakatta hai kya?
  • home loan ke liye teen saal ke income tax returns jaruri hai kya?
  • 20 saal ke liye Home loan Liya hai, aur agar 5 saal baad use clear krwane chahata hu?
  • Home Loan Ke liye kya Document jaruri Hai ?
  • Home ban Gaya Hai Ab Loan mil Sakta Hai?
  • Ghar – Home Reparing Ke liye Loan Mil sakata Hai?

Home Loan Information – Home Lone ki Jankari Hindi me

Ab Ham Aapko Home Loan Ki Sabhi details – Jankari Hindi Me De Rahe hai. Pura Article Padhe Bad Me Aapka Koi Question Hai To bata Sakate Hai.

Home Loan Information in hindi

Home_Loan_Kya_Hai?">

Home Loan Kya Hai?

Agar Aapko Apana – Khud Ka House – Home – Ghar banana hai Aur Aapke Pas Pure Paise nahi Hai to Aapko By Bank Loan Mil sakata Hai. Isase Aap Apane Parivar Ke Ghar Ka Sapana pura Kar sakate Hai. Bad Me Loan Period me Aapko Interest Ke Sath paise lautane Hote Hai. Dusari loan Ki Bajay Home Lone ka interest Bhi Low Hota hai.

Home Loan Ke Liye Mili jane vali rashi Sirf Home Banane Ke Liye Hi Use Ki Jati hai. Loan ki Rashi Aapko Installment – ( Kishta) se Miltati hai. Jab Aapka Home Taiyar Ho Jayega Aap Ko Sabhi Loan rashi di gayi Hogi. Sabhi Details Aapko Is Article Home Loan Information me mil Jayegi.

Home_Lone_Kise_Mil_Sakati_Hai?">

Home Lone Kise Mil Sakati Hai?

Vaise To India Ke sabhi Logo ko Home Loan Mil sakata hai. Loan Aapko Bank , ,Government, Housing Financing Company (HFC) Aapko Loan De sakata Hai. Sabhi Ke Home Loan Dene ki requirement alag ho sakati Hai. lekin jyadatar log Bank Se Home Loan Lena Pasand Karte Hai. Aapke Pas Sabhi Home Loan Information hona Jaruri Hai.

Loan lene Ke liye Kuchh Aavashyak baten yahan Aapko Batayi Hai.

Home_loan_eligibility: ">

Home loan eligibility: 

  • Aapka kisi Bank Me Account hona Jaruri Hai.
  • Home Loan ke Liye Jaruri Sabhi Document Aapke Pas Hone chahiye.
  • ek Person ko Apani Monthly Gross income ke 60% tak ka Loan Mil sakata Hai.
  • Agar Aapane Pahle Se koi Loan ya EMI chal Raha hai to Pahle Ise Bhugtan karna padta hai.
  • Pahle se Chal Rahe Kisi Loan ka Bhugtan Nahi Karte hai to Balance saving after deduction ke Aadhar se Home Loan milegi.
  • Agar Aapka Credit score Bad Hai ya Fir Aapne Isase pahle Loan Bhugtan Me Koi Mistake Kiya Hai to Ise Bhi dekha Jata Hai.
  • Government Salaried Logo ke Liye Aur personal business karnewaale logo ke liye Loan eligibility different ho sakati hai.
Home_Lone_Kis_Bank_se_Milta_Hai?_Kis_Bank_se_Lena_Chahiye?">

Home Lone Kis Bank se Milta Hai? Kis Bank se Lena Chahiye?

vaise To Sabhi Banks Apane Customer Ko Home Lone deti hai. Lekin sabhi Banks Ke rules Different hote hai.  Lekin Aapko Ye pata Karna Hai Ki kaunsi Bank Me Aapko Aasani se – Low interest se Lone Mil Sakti hai. Yahan Aapko Home loan Dene wali top 10 Bank ke Bare Me Bataya Hai. Logo ke Reviews ke Aadhar se Ise Agrata Di hai.

Top_5_banks_for_Home_Loan_Provider_In_India">

Top 5 banks for Home Loan Provider In India

Kitane Log Kis Bank Se Home Loan Lena Pasand karte hai Isake Survey Results ke Aadhar se List Di Hai. ( ho skata Hai Iseme Kuchh Badlav Bhi Aaye.)

  1. SBI Bank – 42.42%
  2. HDFC Bank  –  17.55% 
  3. LIC Housing Finance  –  13.43% 
  4. ICICI Bank – 4.59% 
  5. Axis Bank  –  4.45% 
  6. IDBI Bank  –  4.20%
  7. Bank Of India  –  4.10% 
  8. PNB Housing – 3.45% 
  9. Bank Of Baroda – 2.15% 
  10. Other Bank – ( …. % ) 
Home_Loan_Lene_Se_pahle_Kis_Baton_Ka_Dhyan_rakhna_Chahiye_?">

Home Loan Lene Se pahle Kis Baton Ka Dhyan rakhna Chahiye ?

Sabse Pahle to Aapko Jis Bank Se Lone Lena Chahte Hai Isase All Home Loan Information – Rules Aapko Pata Hona chahiye.

Agar Koi Rules Ya information me Dobut Lage to Bank Barnch Me Jaye Aur Clear kare.

Yahan Aapko Kuchh Advise Diya Hai. Ise Jarur Follow Kare.

  • Interest Rate – Bayaj dar
  • Documents Required – Kya Proof Dene Padenge.
  • EMI – Loan Ki Kishte – Hapta
  • Loan Period – Loan Ki avadi – Time
  • Interest Type – Fixed or Floating
  • Processing Fees – Processing charges – all Tyope
  • Loan Prepayment Terms – Loan samay se Pahle Bandh Karne Ki Terms
  • Quantum of Loan –  Aapko Kitana Loan Mil sakata Hai.
  • Penalty for Late Payment – Late EMI ( Kishte ) Ki Penalty
  • Loan Agreement –  Loan Ke Liye Sabhi sharte
  • Loan Approval Process – Loan Kab Milega – Kitana Time Laega
  • Terms and Conditions – Niyam aur sharte
  • Tax Benefits – Text me Benefits Milta hai ya Nahi ? Kitana ?
  • Home Loan Transfer Process –  Loane Ko Dusari Bank Me Transfer kar sakte Hai ya Nahi ?

In Sabhi Ke Bare Me Bank Branch Me Jake Pata Kare.  Home Loan Information ke Bare Me Pata karne Ke Baad hi Loan Le.

Home_Lone_Me_Kitane_Paise_(_Loan_)_Mil_Sakate_Hai?">

Home Lone Me Kitane Paise ( Loan ) Mil Sakate Hai?

Home Loan Aapke Aay – Monthly income Par depend hai. vaise to Usually Monthly Income Ke 40% Aapke Kharch Ke liye Rakhne Padte Hai. Isako Cut karke Bache 60% Income Ke Aadhar Se Home loan Calculation Kiya Jayega.
Example : 

Agar Aapki Per Month Salary – Income 30,000 rupaye Hai. to Isame Ke Aapko 40% Personal Kharch Ke liye Rakhne hai. Matlab 12,000 Rupaye Khrach Ke nikal Diye Jaye to Bache. 18,000 RS. ab 18000 Income Bachi. Isake Aadhaar Se Aapko Lone Diya Jayega.

Isake Alava Aapko Home Loan Ke liye Property Document Ka Adhar Bhi Liya jata hai. Home Plan, Engineer Approval cover cost of furnishings ( overall project cost ) ko bhi dhyan me liya jata hai.

Home_Loan_Ki_EMI_(_Kishte_)_Kaise_Pata_Kare_? ">

Home Loan Ki EMI ( Kishte ) Kaise Pata Kare ? 

Aap Home Loan Lene Ja rahe Hai to Bank se Aapko bataya Jayega Ki Aapki Loan amount Par Kitana EMI ban Sakata hai. Isaka Aadhar Aap kitani Loan Le Rahe hai. Kitane Time Ke Liye Le rahe hai. aur interest rate Kya Hai. Isase Ginati ki Ja Sakaati hai.

Agar Aap online SBI Home Loan EMI Calculate Karna Chahte Hai To yahan Click Kare :

Home Loan Information for EMI 

Home_Loan_Ke_liye_Jaruri_Document_And_Proof ">

Home Loan Ke liye Jaruri Document And Proof 

Aapko Home Loan Ke Liye Kai Prakar Ke Document ki Jarurat Hoti Hai. lekin Sabhi Bank Ke Home Loan Ke liye Ye Different Ho sakata Hai. yahan Aapko Ek List Di Hai.

documents required for home loan sbi bank 

SBI Home loan ke liye jaruri Document – all applicants

List of papers/ documents applicable to all applicants:

  • Completed loan application
  • 3 Passport size photographs
  • Proof of identify (photo copies of Voters ID card/ Passport/ Driving
  • licence/ IT PAN card)
  • Proof of residence (photo copies of recent Telephone Bills/ Electricity Bill/
  • Property tax receipt/ Passport/ Voters ID card)
  • Proof of business address for non-salaried individuals
  • Statement of Bank Account/ Pass Book for last six months
  • Signature identification from present bankers
  • Personal Assets and Liabilities statement

For guarantor (wherever applicable):

  • Personal Assets and Liabilities Statement
  • 2 passport size photographs
  • Proof of identification as above
  • a Proof of residence as above
  • Proof of business address as above
  • Signature identification from his/her present bankers

Additional documents required for salaried persons :

Original Salary Certificate from employer
TDS certificate on Form 16 or copy of IT Returns for last two financial years, duly acknowledged by IT Deptt.

Additional documents required for Professionals/self- employed/ other IT assesses:

Acknowledged copies of three years I.T. returns/ Assessment Orders.
Photocopies of challans evidencing payment of Advance Income Tax.

Home_Loan_Ke_Liye_Apply_kaise_Kare_?">

Home Loan Ke Liye Apply kaise Kare ?

Yahan Aapko Kuchh Online Apply  Home Loan Information Di Gayi Hai.

  1. SBI Application Form PDF File – Click Here 
  2. Online Home Loan Apply For SBI – Click Here
  3. HDFC Bank Home Loan Apply – 1. Click Here  2. Click Here
  4. Axis Bank Home Loan Apply Onlie Link – 1. Click Here 2. Click Here
  5. Online Home Lone All Details In Hindi –  Click Here
  6. LIC Housing Loan Online Apply – Click Here 
Extra_Inning_: ">

Extra Inning : 

Aapko Ye Article ” Home Loan Kaise Milega ? Home Loan Information in Hindi ” kaisa Laga Jarur Bataye.

Isake Alava Aapke Aur Kai Sawal – Question Honge,to Aap Comment Me Bata Sakate Hi. Ham Aapki Help Karenge.

Home Loan Information ko Sabhi Friends Ke sath Social Media Par Share kare.

Recommended for You
You may also like
Share Your Thoughts

10 comments

  • Abhay pratap singh

    Sir
    Marksheet se business loan kaise milega.eska process kya hoga.

    • HindiHelp Guru

      kisi bank me jake aapko business loan ke bare me puchhana hoga. yojana ke aadar se aapko koi bhi loan mil sakata hai.

  • tabish ansari

    meri saleri 25000 hai to 20 lac per kitna intrest lagta hai

    • HindiHelp Guru

      Abhi Home Loan Intrest 8 to 9% hai, Jyadatar Bank me.

  • kuldeep singh

    Kya Home Loan Ke Liye Hame Apne Property ke papers bank ko dene hote hai

  • Amisha Kumari Jha

    jab hum loan lete hain to loan ka installment kab se katna start hota hai ghar banne ke baad yaa loan leke ke agle mahine se?

    • HindiHelp Guru

      Home Lone lene Ke Next month se.

  • mohit kumar

    Sir
    Villg main ghr bnane k liye lon nhi milta ??

    • HindiHelp Guru

      Agar Aap Guv me Rahte Hai to Pradhan Mantri Aavas Yojana Ka Labh Le Sakate Hai. Isake Alava SBI Bank se Home Loan Milega. ( Aapki Monthly Salary Ke Aadhar se )

Leave a Reply