IPS Kaise Bane | Qualification | Physical Test | Exam Pattern | Age

-

IPS Officer Banane Ke Liye Kya kare, IPS Officer Banane ka Tarika, IPS Kaise Bane Step By Step Jankari Hindi Me, IPS Officer Exam, Qualification, eligibility, Age Limit, Exam Pattern, Physical Test Information In Hindi.

Job Name – IPS Officer

IPS Full Form – Indian Administration Services

Educational Qualification – Bachelor’s degree, UPSC

Age Limit – Minimum age 21 years – Maximum age 30 years

Physical Criteria – Minimum Height – Men – 165cm – Women – 150cm
Chest Girth – Men/Women: 84cm 79cm

Exam Pattern – Preliminary exams – Multiple Choice Questions ( 200+200 )

IPS Syllabus 2017 –  Read This Article  ( All Details – Information In Hindi ) 

आपके दिमाग में  IPS बनने की सोच आई इसलिए आपको अभिनन्दन. क्युकी जो लोग IPS बनने की कठिनाईओ को समजते है वो IPS बनने का सोच भी नहीं सकते. मेरे कहने का तात्पर्य आप समज गए होने की IPS बनना कितना Difficult है. लेकिन study में मन लगाके पढाई करनेवाले कई student IPS बन चुके है. आईपीएस ऑफिसर बनना कई student का सपना होता है और वो शुरू से इस लक्ष को ध्यान में रखकर पढाई भी करते है.

IPS Officer Job आपको बढ़िया salary, मान – सन्मान और लोगो की हेल्प के साथ देशभक्ति का अवसर प्रदान करती है. indian Police में Class one officer यानि IPS सबसे Best position है. इसके लिए आपको कई Exam, Physical test, interview, training से गुजरना पड़ता है. इतना ही नहीं ईन सबमे आपको best Perfomance देना पड़ता है. इसके लिए UPSC Exam Paas करना पड़ता है. हर साल लाखो की संख्यामे student इस एग्जाम में बैठते है इसमे से गिनती के 200-300 student इस exam को Clear कर पाते है. UPSC ((Union Public Service Commission) हर साल इस एग्‍जाम को कंडक्‍ट करती है. लाखो में से सिर्फ कुछ लोगों का ही फाइनल सेलेक्‍शन होता है. अगर आपको IPS बनाना है तो आज से – अभी से  Exam की तैयारी शुरू कर दो.

IPS Officer Kaise Bane? Step By Step information

ips information in hindi

अगर आपने IPS-Officer बनने का सोच लिया है तो HindiHelpGuru आपको इसकी सारी procedure बताने जा रहा है. इसमे आपको सभी Latest IPS-UPSC Exam Information दी गयी है. इस लेख में आईपीएस बनने के लिए जरुरी minimum age, no. of attempts, eye sight, height and chest, selection procedure, eligibility criteria, education qualification, nationality के बारे में बताया गया है. इस लेख में आपको ईन सवाल के जवाब मिल जायेंगे.

    • IPS-Officer Banane ke liye Kya Padhai Karni Padegi?
    • Aapki Age ( aayu ) kitani Honi chahiye.
    • Kis categorize me Age Limit me relaxation milata hai.
    • IPS-Exam ke Liye syllabus kya hai? exam Kis Language me Hota Hai?
    • Exam Pattern kya hai? kab kab Exam Li jati hai?
    • 12th Ke Bad IPS-Officer Banane ke Liye Kya Karna Padega?
    • Aapki eye sight, height and chest kya honi chahiye?
    • UPSC-IPS exam Book kaun si Hai?
    • Exam Me Pass Hone Ke Liye kitane Ank ( marks ) hone chahiye?
  • exam Ke Bad interview aur training kaise hota hai? …etc.

What is IPS?

विवरण में जाने से पहले, आइए पहले समझें कि आईपीएस का मतलब क्या है। आईपीएस का मतलब भारतीय पुलिस सेवा है, और यह तीन अखिल भारतीय सेवाओं में से एक है, अन्य दो आईएएस (भारतीय प्रशासनिक सेवा) और आईएफएस (भारतीय वन सेवा) हैं। आईपीएस अधिकारी कानून और व्यवस्था बनाए रखने, अपराधों को रोकने और जांच करने और नागरिकों की सुरक्षा सुनिश्चित करने के लिए जिम्मेदार हैं।

Information of IPS officer in hindi

अब हम आपको आईपीएस ऑफिसर बनने के लिए क्या करना पड़ेगा, एग्जाम कब कैसे ली जाती है. कितने अंक आने चाहिए, interview कब कैसे होता है. ये सब बता रहे है.

Educational Qualification:

आईपीएस बनने के लिए Candidate को Bachelor’s degree की जरूरियात होती है. यानि की Graduate Candidates IPS-Exam में बैठ सकते हैं. 12th के बाद किसी भी Subject / Stream से Graduate होना है.  arts, commerce और Science के student I.P.S की Exam दे सकते है.

Nationality: 

भारत / नेपाल / भूटान के ग्रेजुएट उम्‍मीदवार IPS एग्‍जाम में बैठ सकते हैं. यानि आप भारत ( इंडिया) के नागरिक होना जरुरी है. ( मतलब ,  indian governmet ने Provide किया कोई भी identy card होना जरुरी है. )

Age Limit – आयु सीमा:

IPS-Officer बनने के लिए यानी UPSC Exam के लिए आपकी Age उम्‍मीदवार की उम्र 21-30 साल के बीच होती चाहिए. एससी / एसटी श्रेणी के उम्‍मीदवारों को पांच साल की छूट दी जाती है. ( Updated )

    • General Category: 21 – 32 years.
    • OBC: 21 – 35 years.
    • SC/ST: 21 – 37 years.
  • Physically handicapped: 42 years (general ),45 years(OBC) and 47 years (SC/ST)

No. of Attempts:

अगर आप एक बार exam देने पर fail हो जाते है तो कितनी बार exam दे सकते अहि ? ये पढ़े : General category के लिए maximum attempts 4 है. OBC category के लिए maximum attempts 7 है. SC/ST category के लोग unlimited times exam attempt कर सकते है.  यानी SC/ST student के लिए कोई  attempt limit नहीं है.

IPS ke liye Physical Requirements:

Height:

  • Men – 165 cm
  • Women -150cm
  • SC/ST Men – Relaxation upto 160cm
  • SC/ST Women – Relaxation upto 145 cm

Chest:

  • Men – 84cm and in expansion + 5cm
  • Women – 79cm and in expansion + 5cm

Eyesight:

  • Distant vision for poor eye 6/12 or 6/9
  • Distant vision for good eye 6/6 or 6/9
  • Near vision J1 for good eye
  • Near vision J2 for poor eye
  • Spectacles allowed

High-grade colour vision and binocular vision अच्छी होनी चाहिए. स्‍वस्‍थ आंखों का विज़न 6/6 या 6/9 होना चाहिए. कमजोर आंखों का विज़न 6/12 or 6/9 होना चाहिए. Myopia Minus 4.00D से ज्यादा नहीं होनी चाहिए. Hypermetropia Plus 4.00 D से ज्यादा नहीं होनी चाहिए.

Ear:

    • 1000 to 4000 frequency hearing impairment 30 decibels से अधिक नहीं.
  • आपको अच्छे से सुनाई देता होना चाहिए. सामान्य कण गुहा जरुरी है.

Nasal: No Stammering

Ladies medical test के time में pregnant नहीं होनी चाहिए.

UPSC Examination Pattern:

अब आता है आईपीएस बनने के लिए UPSC का Exam. UPSC सभी competitive में सबसे ज्यादा stiff – difficult माना जाता है. IAS, IFS, IPS, IRS तथा अन्‍य Administrative positions की नियुक्ति के लिए UPSC द्वारा आयोजित Civil Service Exam Clear करना होता है. इस Exam के Two steps होते हैं: UPSC Preliminary Exam (Primaries) and Main Exam

UPSC Preliminary Exam:

    • Prelims में 200 marks के दो two papers होते हैं। total 400 marks.
    • दोनों Question paper के लिए 2 – 2 घंटे ( hours ) का time दिया जाता है.
    • दोनों question papers में objective type (multiple choice questions) होते है.
    • Question paper Hindi और English दोनों Language में होता है.
    • english Language के आकलन कौशल ( Comprehension skills ) से Related Question केवल English में दिए जाएंगे।
  • Blind candidates – अंध उम्मीदवारों को प्रत्येक Papers के लिए extra 20 minutes Time दिया जाएगा.

Preliminary exams Syllabus:

Paper – 1:

200 अंकों के इस Paper में National और International current affairs, Indian history और Indian National Movement, भारत और विश्‍व Geography, Indian monarchy और Governance (संविधान, पॉलिटिकल सिस्‍टम, पंचायती राज, पब्लिक पॉलिसी), आर्थिक और सामाजिक विकास (सस्‍टेनेबल डेवलपमेंट, गरीबी, जनसंख्‍या),Environmental Ecology, Bio-Diversity, Climate Change और General science जैसे विषयों से Objective questions पूछे जाते हैं. इस पेपर को अटेम्‍प्‍ट करने के लिए समय सीमा 2 घंटे है.

Paper – 2 : 

200 अंक के इस Paper में Comprehensive, Interpersonal Skills, Logical Reasoning and Analytical Ability, Decision Making और Problem Solving, General Mental Ability, Basic Numressie and Data Interpretation (chart, graph, table) से related सवाल पूछे जाते हैं. इस पेपर को अटेम्‍प्‍ट करने के लिए समय सीमा 2 घंटे है.

UPSC Main Examination (2025 Marks):

अगर आप First step Preliminary exams में pass हो जाते है तो आपको Main Exam के लिए बुलाया जाता है. Merit में सभी Papers के अंक ध्यान में नहीं लिए जाते है. Qualifying papers के अंक ध्यान में नहीं लिए जाते है.

Civil services के Main Exam में Written exam और Interview शामिल है. Written exam में कुल 9 Papers होते हैं, जिनमें दो Qualifying (A और B) और सात अन्‍य Merit के लिए हैं:

IPS kaise Bane UPSC syllabus

Optional Subject:

Candidate एग्रीकल्‍चर, एनिमल हस्‍बेंड्री और वेटनरी साइंस, मानव विज्ञान, बॉटनी, केमिस्‍ट्री, सिविल इंजीनियरिंग, कॉमर्स और एकाउंटेंसी, इकनॉमिक्‍स, इलेक्ट्रिकल इंजीनियरिंग, भूगोल, भू-विज्ञान, इतिहास, लॉ, मैनेजमेंट, मकेनिकल इंजीनियरिंग, मेडिकल साइंस, फिलॉसफी, फिजिक्‍स, पॉलिटिकल साइंस और अंतरराष्‍ट्रीय संबंध, मनोविज्ञान, पब्लिक एडमिनिस्‍ट्रेशन, समाजशास्‍त्र, स्‍टेटस्टिक्‍स, जू़लॉजी और भाषा (असमिया, बंगाली, बोडो, डोगरी, गुजराती, हिंदी, कन्‍नड़, कश्‍मीरी, कोंकणी, मैथिली, मलयालम, मणिपुरी, संथाली, सिंधी, तमिल, तेलुगु, उर्दु और अंग्रेजी) में से किसी एक का चुनाव बतौर Optional Subject कर सकते हैं.

Interview:

आखिर कार जब आप  UPSC Main Exam Pass कर लेते है आपको Interview के लिए आपके Merit के आधार से बुलाया जाता है. Personal Interview Round में 45 मिनिट्स का Time होता है. Candidate को Panel के सामने इसके सवालों से जुजना पड़ता है. interview में आपको about You और Job Title Related Question पूछे जाते है.

Job Training:

अगर आप सभी Step Clear कर लेते है तो आपके मेरिट के आधार से आपको 1 year के लिए training के लिए भेजा जाता है. भावी IPS Officers को Indian Penal Code, Special Law and Criminology की ट्रेनिंग दी जाती है. ऑफिसर्स को Physical training भी दी जाती है.

Note ; UPSC एग्‍जाम क्लियर करने के अलावा स्‍टेट PSC एग्‍जाम पास करके भी IPS ऑफिसर बना जा सकता है. स्‍टेट लेवल का एग्‍जाम पास करने के बाद SP बनने में आठ से 10 साल का समय लगता है.

Career Options in IPS Job:

UPSC या PSC Exam pass कर लेने के बाद आप IPS Officers Job के लिए qualify हो जाते है. आपको IPS के कई तरह के जॉब Provide किये जाते है.

1) Director General of Police

2) Inspector General of Police

3) Deputy Inspector General of Police

4) Additional Commissioner of Police

5) Additional Superintendent of Police

6) IPS Probationer

IPS officers per Month salary in india:

जब भी कोई New Career Start करने जाता है तो Salary को जरुर ध्यान में रखता है, और रखना भी चाहिए.  अगर आप भी सोच रहे है की IPS Officer बनने के बाद कितनी Salary मिलाती है तो ये देखे. (Only estimated Examples )

    • Director General of Police – 80,000 INR (consolidated)
    • Additional Director General of Police – 37,400-67,000 INR along with grade pay of 12,000 INR
    • Inspector General of Police – 37,400-67,000 INR along with grade pay of 10,000 INR
  • Deputy Inspector General of Police ( स्टेट ) – 37,400-67,000 INR along with grade pay of 8,900 INR.

Apply UPSC Exam Online: Notification, Exam Date Information:

अगर अपने IPS Officer बनने का मन बना लिया है तो आज से ही शुरू करे. एग्जाम की तयारी करे. आप UPSC exam के लिए Online और Offline Apply कर सकते है. Online Apply करने के लिए यहाँ क्लिक करे.

UPSC Exam Online Apply

UPSC Exam के बारे में ज्यादा जानकारी जानना चाहते है तो ऑनलाइन website से जानकारी मिल सकती है.

More Information For UPSC

अगर आप जानना चाहते है की 2017 – 2018 में कब कौन सी Exam आ रही है तो यहाँ क्लिक करे.

Upcoming Civil Services Exam

all Old UPSC Exam Question Papaers with Answer PDF File Download करना कहते है तो यहाँ क्लिक करे.

UPSC Exam Question Papers ( Comming Soon ) 

FAQs

क्या आईपीएस उम्मीदवारों के लिए कोई विशिष्ट आयु सीमा है?
हां, सामान्य वर्ग के उम्मीदवारों के लिए अधिकतम आयु सीमा 32 वर्ष है।

क्या मैं इंजीनियरिंग की डिग्री के साथ आईपीएस अधिकारी बन सकता हूँ?
हां, आप इंजीनियरिंग सहित किसी भी क्षेत्र में स्नातक की डिग्री के साथ आईपीएस अधिकारी बन सकते हैं।

आईपीएस अधिकारियों के लिए प्रशिक्षण अवधि क्या है?
राष्ट्रीय पुलिस अकादमी में प्रशिक्षण की अवधि लगभग एक वर्ष है।

Extra Inning :

मेरे हिसाब से तो आईपीएस ऑफिसर बनने के लिए आपके पास जूनून होना चाहिए. प्रखर मेहनत और लगन से कोई भी काम असंभव नहीं है. आप भी study में आज से ही लगा गये , अगर IPS बनाना है तो. इस website की visit करते रहे आपको study Materials भी मिलाता rahega.

अगर आपका कोई सवाल है तो कमेंट में बता सकते है.

इस Article को social media में शेयर करे. धन्यवाद…!!!

Recommended for You
You may also like
Share Your Thoughts

147 comments

  • Punit Raj

    Sir. Mera. Ek. Dant. Tuta. Hai. Sp. Ban. Sakta. Hon. Please. Reply

    • HindiHelp Guru

      Is Isase Koi Problem nahi hai.

  • Khushbu

    mera 12th artsite se ho chuka he me IPS banne ke age kya kru? Pleas tell me

    • HindiHelp Guru

      ab aapko BA yani Graduation karna hai. 1st year me admission le lijiye.

  • Kulwinder kaur

    Kya post graduation k baad ma yeh exam dey skdi hu eski kya kya conditions hey plz tell me

    • HindiHelp Guru

      sure, de sakti hai. is article me bataya hai.

  • Sanket Mohite

    Sir main 12 th pass hu sirf kya main exam de sakhta hu ips Ka please batana

    • HindiHelp Guru

      12th ke bad Graduation Jaruri hai.

  • Khushi

    Kya me diploma ke baad ips me ja sakti hu

  • Kartikeshar sahu

    12th class art me pad raha hoo mujhe kya – kya karna chahiye bataye please all details…..

  • Ashu

    Sir graduation agar open University se ho to de sakte h kyaa

  • Sarita Kanwar

    M sarita Kanwar age 28 jaipur
    Upsc ki vacenvy kb niklengi ab

    • HindiHelp Guru

      Ye Exam Per Year Hota hai. aap Official Website Check karte rahe.

  • Pinky kumari

    Sir muje dur ka kam dikhta hai kiya main ips offers ban sakti hu or agar main ips ban sakti hu to kis competition ka tayari karna hoga

    • HindiHelp Guru

      IPS banane ke liye fiscally taiyar hona ppadta hai. aapme agar koi problem hai to ise thik karne ki koshis kare, baad me exam ki taiyari kare.

  • Sanita yadav

    Sir Mai hal hi me nebhi me Bharti hui hu lekin Mai IPS officer banana chahati Hu kya Mai IPS officer Ka exam De sakati Hu please mujhe deatel me bataiye Mai kya karu.

    • HindiHelp Guru

      Sure, De sakti hai. aur koi Problem nahi aayega.

  • avinash rathod

    kay upsc ki koi bhi exam ko typing honi chahiye / lagati he kay?

    • HindiHelp Guru

      Sorry, but aapka sawal mai samz nahi paya.

  • Neelesh noriya

    Agar bhai ips mien bharti hona hai to agar uska pair kii hadi tut gayi ho to kya woh ips mien bharti ho sakta hai kya.

    Bhai answer jaldi de dena

  • Sanita yadav

    Sir Mai nebhi me Bharti Hu IPS officer banane ke liye mujhe kisaki permission Leni hogi eske liye mujhe kya karana Hoga vistar se bataye.

    • HindiHelp Guru

      Apko apane nebhi department se permission leni hai.

  • Sanita yadav

    Sir Mai hal hi me nebhi me Bharti hui hu lekin Mai IPS officer banana chahati Hu kya Mai IPS officer Ka exam De sakati Hu.

    • HindiHelp Guru

      sure, aap Exam de sakti hai. aapko pahle isake liye permission lena padega.

  • Sanita yadav

    Sir Mera b.tech Pura ho Gaya hai kya ham i.p.s. officer Ka exam De sakate hai.

  • Mini

    I really liked this article.Thanks for sharing this awesome information it is very useful.Keep it up

  • Kuldeep wrestler

    Namaste sir m ips banna chahta hu but meri hight thodi kum h 5.3 kya m ips ban sakta hu tell me sir please

    • HindiHelp Guru

      Hight badhane ka prayas kare.

  • Aashish

    3HELLO SIR .. jai hind or vande mataram Mera name he Aashish mene 12th pass kiya he or age ips office bana na chahata hu
    and me Engineer hu or ips officer ki study karana chahata hu kyaaa ap muje bata ye ge ips officer ki date online kab start hogi………

    • HindiHelp Guru

      isaki jankari ap Online dekh sakte hai. : is government website se. UPSC exam

  • Martanda

    12th arts ke students ips ban sakte hai kya

  • Neeraj verma

    Sir mera name neeraj verma hai mera graduation 2 year before compelete ho chuka hai main ips banane ki iccha kar raha hoon plz inform sir

    • HindiHelp Guru

      good. padhai ke sath sath UPSC – PSC related exam ki taiyari kare.

  • vikash kumar vimal

    mai ips banna chahta hu ips banne ke liye kya karna parta hai kitne class ke bad ips ka exam hota hai ips ka interview kaha hota hai aur kaise hota hai

    • HindiHelp Guru

      yahan sab kuchh bata diya hai, padhe.

  • Sneha

    Sir mene is saal 10th pass kiya hh me ips officer banane ke liye konsa sub lu

    • HindiHelp Guru

      IPS banane ke liye koi special subject ki jarurat nahi hoti hai. aap 10th ke baad 12th kare. isake baad graduation kare. aur IPS exam ki taiyari kare.

  • Rajat kashyap

    good afternoon sir main poorman ka beta hu mere father hardwork krte hain
    aur mai B.A2rd year main padta hu main 3year se i.p.s
    Ke liye ready hu meri body main koi problem nhi h
    Sir meri help kijiye plz. Sir
    My ph no.6396209065 sir advice jrur dena sir mujhe sirf i.p.s banna h sir aur koi job nhi chahiye i p s ke liye army ki na (nursing a) race clear ki medical bhi fresh ho gya
    Written h sir dena nhi chahta kyoki i.p.s banna h to banna h
    Age ka wait kr rha hu sir
    Ek bar advice jrur dena sir
    Request he kr skta hu sir
    Bye sir
    (i love my india)

  • Raj parihar

    Sir main 12 class ki Pariksha pass ki hai aur meri height bhi bahut kam5.4 hai sir aap mujhe bataye ki mujhe IPS banne ke liye kya karna padega kaunsi college kahan se join Karni Hogi please please please sir please call misscall me please

    • HindiHelp Guru

      yahan sabkuchh diya hai. time nikalkar padh le.

  • Adarsh Saini

    Kya IPS me high school ki Marret Lagti hi

  • Vinit Chauhan

    Meri left hand ki 4th ungli kti h to KYa me IPS BN skta Hu plz reply & surely answer

  • Rajat

    Ignou me graduate aur physically handicaped ips ban sakte hai kya

  • Abhijit

    hum 12th pass hai or hum IPS officer hona chatehai to app plz bolo ge ips exam kab hota hai ooo kya Karna chai aaa.. kab admission hoga… plz deta boliye ga…

    • HindiHelp Guru

      IPS ke Liye Per Year Exam ka Aayojan kiya jata hai. aap news Paper website Par Notification Dekhte rahe.

  • Sanita yadav

    Sir ips officer ka exam kha par hotA hai mai jila chandauli se hu mujhe ips officer ki book kaha se milegi.

    • HindiHelp Guru

      aapke distict ke kisi book store se book mil jayegi.
      Exam center ke baare me kuchh sure nahi bataya jata.

  • Sanita yadav

    Sir ips officer banane ke liye kaun si book padhana hoga aur kis prakashan ki .

    • HindiHelp Guru

      jyadatar aapko general knowledge ki book padhani nahi. isake alava isake syllabus ke aadharit book reading kare.

      ye Book bhi Kam Aayegi : Pratiyogita Darpan

  • Hemraj

    hello sir
    kya ips ka interview inglish me hota h

    • HindiHelp Guru

      depend your area and post. vaise hindi me bhi hota hai.

  • MD.Rizwan Ansari

    Mera naam MD.Rizwan Ansari hai Mai ips officer banna chahta hu mera age 15 hai abhi mai 10th me agla saal exam hai mera aur meri hight thodi kam hai 5:4 inches hai mujhe IPS banne ka bahut man karta hai please aap meri help karte rahiye ga okkk bay my no.8404886943

    • HindiHelp Guru

      aapke pass bahut samay hai. study kare, hight badhane ke liye practice kare. sab kuchh ho jayega.

      • Shoaib sk

        Sir ji Mai B.A 3rd year me ho aur ips Banna chahata ho mujhe chashma Laga hai Nazar ka koi problem nahi hogi na or please mujhe AAP batao ke Mai padai kaise start karo please please sir ji
        My no .88304 54313

        • HindiHelp Guru

          problem ho sakata hai. aap pahle ise sahi kare.

  • Sanita yadav

    Sir mai 11th me hu mai abhi se ips officer ki taiyari karana chahati hu eske liye mujhe kaun si book padhana chahiye.abhi se achhi taiyari kaise kare.

    • HindiHelp Guru

      koi bhi general knowledge ki bookpadh sakte hai.

  • Anurag sharma

    Sir mare 12 th mh 50.6 percent h toh kya mai dgree pass kr kh ips ki taiyari kr sakta hu .

    • HindiHelp Guru

      aap graduation kare baad me IPS ki taiyari kar sakte hai.

  • Sanita yadav

    Sir ips officer ke liye ncc karana jaruri hai please hame bataye.

  • kalpna nagar

    dear sir/ medam
    sir me abhi 12 th se bio me hu main march2018 me exam pass krungi mujhe ips police bnna he sir plz meri help kijiye mujhe shi rasta btaye ki kese kis level se kis trh se study krke me ips ki exam fight kr skti hu

    • HindiHelp Guru

      12th ke baad aapko graduation karna padega. baad me ips exam ke liye apply kar sakte hai.

  • Abhay Giri

    Excuse me sir
    Plz
    I can give examination of UPSC after Inter.

    • HindiHelp Guru

      Not Possible, apply – study to graduation.

    • Sanita yadav

      Sir hamane ba kar liya hai kya mai ips ka form bhar sakati hu

  • Rahul Rai Bhadohi

    Sir IPS Banane ke liye kitna paisa lagta hai
    plz tell sir
    Mai b.com me hu

    • HindiHelp Guru

      isame paise jyada nahi lagate hai. aapko study jyada karna padata hai.

  • Ravi

    Sir mein sc category ka hu or agar ek Baar preliminary exam paas hone ke Baad main exam mein agar rah jaye to kya starting se karna padega

    • HindiHelp Guru

      starting se nahi karna padega.

  • Arvind verma

    Sir mne b.Sc nursing complete kr li
    Kya m UPSC k exam de skta hu ya nhi.

    • HindiHelp Guru

      yes, graduation ke baad sabhi de sakte hai.

  • Manoj Kumar Ojha

    Am a graduate passout no back logs (2017).
    ek dikat hai sir g..English mai kamjori hai mera.eng thoda thoda bool skta hun.little.
    kya mai apply kar skta hun.

    • HindiHelp Guru

      english ke coching me jaye . kuchh din me english improve ho jayega.

  • Pkumawat

    Sir me ips ki teyari kar rha hu sir mere
    aas pas ese log nahi hai jo mera support kar sake,
    Me inki jyada book nahi kharid sakta kyoki me garib hu.
    Isliye sir me un logo ko kese sarch kru jo ips ki teyari kar rhe ho.
    Me un logo se kese judu .
    Sir plyz aap meri help kre
    Thnks………..|

    • HindiHelp Guru

      facebook me ips student group ko join karo.

  • Hrishabh chaudhary

    Sir maine 3 years phle bachelor complete ki thi. Kya m exam de skta hu

    • HindiHelp Guru

      Graduation karne wale sabhi student exam de sakte hai.

  • md anish

    Aankh me chot lagne k karan lence dala he ips ban sakte he ya nhi

    • HindiHelp Guru

      sorry, no possible, but try exam.

  • Neeraj

    sir ips bana ka lea kitni padna padta ha everyday

    • HindiHelp Guru

      minium graduation karna padega. Is article me bataya hai.

  • Rajat kumar

    Sir mai ba 1yr me hu sub politcal s. History cycology sir mere 10th me 37 % hai or 12th me 76% hai kya ips ban sakta hu

    • HindiHelp Guru

      Sure Ban sakate hai. aapne is article ko nahi padha hai.

  • rajat kumar

    Sir 10 % jruri hai

    • HindiHelp Guru

      10th ke % ko dhyan me nahi liya jata hai. ye ek competitive exam hota hai.

  • Nilesh

    Sir me girl’s hu or may 11 th class may hu to mera subject konsa hona chahiye

    • HindiHelp Guru

      IPS ke liye koi special subject ki jarurat nahi hoti…

  • Meena varma

    Sar IPS banne ke liye kon se subject padna padta he

    • HindiHelp Guru

      Isake liye special koi subject nahi hota. Article me Bata diya hai.

  • Mumtaz

    G sir yeh zrur bteye kitne % ana zruri h 12 me Or sir yeh bhi bteye k 12 k bd kr skte h ips test clear ya graduate hona zruri h

    • HindiHelp Guru

      Graduation jaruri hai. 12th me 50% hone chahiye. ( lekin jaruri nahi hai )

  • Prince kumar

    Sir IPS banana ke liye 12th mein kitna marks hona chahiye.

    • HindiHelp Guru

      12th aur graduation me 50% + hone chahiye.

  • Rupjyoti boragohain

    sir
    mera ips banneka bospon ka shopna hain. lekin sir me 1st year ka student hu. me kese ips banne ke liye kese suru koro sir app muje batainge

    • HindiHelp Guru

      IPS banane ke Liye Graduation karna jaruri hai.

  • abdhesh kumar

    जानकारी देने के लिए थैंक्स sir

  • YaduSoumitra

    sir mera dream IPS ban kar desh ki sewa karu mai 12th pass hu private B.A.kar ke IPS ban na chahta hu mera accident ho jane par hath tut gaya h mere hath steel ki plat laga h mai IPS ban sakta hu ky

    • HindiHelp Guru

      sorry, ips banane ka aapke liye possible nahi hai.

  • jahangir

    Sir ignu se graduation krna chahte h qki i. T. I kr rhe h
    Sir
    Kya Esme koi problems hogi ips banne ME Age 22 chal rha h

    • HindiHelp Guru

      Koi Problem nahi hogi. ye University bhi Government Manyata prapt hai.

  • rockey

    10th or 12th me v 50% hona chaiye

    • HindiHelp Guru

      Graduation me 50% hone chahiye.

  • Md sameer hashami

    sir mai B.sc me admission liya hu

    mughe ias officer banana hai is ki tyari
    kaise karu kya kru kaun si book padu

    please help me sir

    my mobile no 8539000958

    • HindiHelp Guru

      Is Article me IPS ka syllabus diya hai in sabhi ki book kisi bookshop me mil jayegi.

  • Sanjeev kumar

    Sir Maths ke student ko kon se subjects se exam dene padte hai

    • HindiHelp Guru

      exam ke subject sabhi ke liye same hai.

  • rockey

    IPS ban ne ke liye percentage(%) ka hona importaint hai

    • HindiHelp Guru

      grdaduation me 50 % + hone chahiye.

  • Sir mera 10th me math me grace tha kya me IPS post ke liye Apley kr sakta hoon

    • HindiHelp Guru

      graduation karne ke baad sabhi ips ke liye exam de sakte hai.

  • Prince

    Sir m IPS officer banna chahata hu but physical requirements me height 165 cm hai aur sc st me 160 height hai par meri height 158cm hai sir kya mera selection ho paayega kya? Plz sir reply jaldii karna m bahut disturb hu iss question se.

    • HindiHelp Guru

      height badhane ka prayas kare. 1 – 2 month me badhaya sakta hai.

  • zubair saeid Rajput

    Sir Mian 17 year kaa hu msince

    • HindiHelp Guru

      18 years ho jane do. graduation kar lo.

  • Komal

    Maths m agr week ho toh exam dene m zada problem toh nhi hogi

    • HindiHelp Guru

      Kuchh Taiyari karke. Classic join Kar le. Ho jayega.

  • Karan

    Sir IPS me interview hindi me de sakte h

  • Nand Kishore

    Sir me Nand Kishore Joshi…..

    ek problems hai me details me batata hu plz reply bhi details me dena aapka bahut ahsan hoga…
    Actually mene BA 2nd year 2009 me pass kiya fir meri turant shadi ho gyi or mene study chhod di or aage padh nahi paya qki family pressures,problems,ecomonic conditions bahut down and weak hone ki vajah se mene private naukari kar li or fir bas usi sahare 8 saal naukari karta raha par dil ke arman kuch alag the to aaj 2017 me kuch andar hi andar bat uthne lagi ki muje kuch krna chahiye or kuch banana chahiye mere mann or dil me bas ek hi arman jaga ki me IPS banu aur bas aage kya…. mene socha ab preparations hard karu par ek problems hai ki meri DOB 08/07/1986 hai jo 2017 me mein 31 years ka ho gya…. achha hai ki me OBC me belong karta hu or OBC me 21 to 35 years tak relaxations hota hai wo me kar lunga par problems hai ki kya wo meri University jaha se 2009 me BA 2nd complete kiya wo muje 2017 me BA 3rd year exam me appear hone ki permission degi ?????? Qki 8 sal ka ek lamba gap rakha hai BA second se BA third year ka jo karne ki soch raha hu… ye gap ke bad bhi kya wo (My University) allow karenge… Ye bahut bada sawal or problems ban gya meri life me … agar permissions nahi mila to muje vapis se BA 1st year se study karne ko bhi vivash majboor kar skti hai to sir ji aesa kya karu ki muje 3rd year exam me bethne ka permission de Qki me 2017 me 31 years ka huaa agar vapis se BA 1st se start kiya to muje BA 3rd tak complete karte karte 31+3= 34 years ho jayenge or shayad 35 jo overage ghoshit hoga sir ye bahut badi tention me khaye ja rahi hai ki kash me one year me Graduation complete kar lu ….kash university meri wali allow kare muje …halanki vaha mene bat ki par November me admission start honge tab unka jabab aayega ki mera finally kya hoga BA me??? Muje lagata hai wo muje BA first year se restart karne ko kahenge….. ab ye bas upar wale ke hath me hai …bas ye janana hai ki aapke vichar me meri is badi dukhantika par aapki kya tippani hai ??? kya raay hai ??? aap kese muje assist karenge? Sir kuch guidence dijiye taki me kuch fesala lu…

    Aapke partiutar me aapka….

    Nk Joshi

    • HindiHelp Guru

      Ab bhi Aapko 3rd year me admission mil sakta hai. Agar University na kahe to Koi dusari University me 3rd year ke liye apply kare.
      Agar dusari University me bhi admission na mile to Aap kisi open university me admission le.
      Seth me ips exam ki bhi Taiyari sharu kare.

  • KRISHNA KANT GOAD

    Dear Sir,
    mene M.B.A. complete kar li hai 2013 me or me suru se IPS banana chahata tha lekin mujhe kisi ne iske baare me bataya nahi tha lekin apne mujhe bataya uske liye me apka abhari hu sir, . am me kese tayyari karu kiski books padu .

    sir apna contact number send kar de sir,

    • HindiHelp Guru

      Ab Aap Exam Ki taiyari kare. PSC – UPSC ka Exam Per Year hota hai.

  • Rajat

    Kay ips officer ko treninig ke wqt salary milti hai

    • HindiHelp Guru

      Yes IPS Officer Ko training Period me bhi Salary Milti hai. scale of basic being 15600-39100, Grade Pay 5400 and D.A. currently 120% of Basic Pay and few other benefits.

  • mahesh

    Sir may abhi greduate kar hi raha hu abhi may first year may hu to may upsc exam nahi de sakta kya sir mujhe phele grediate hona padega kya sir upsc ka exam har saal huta hai kya sir kon se mihine may from bharata hai

    • HindiHelp Guru

      Aapko Pahle greduate hona Padega. Bad Me Aap UPSC ka Exam De Sakate Hai. Isaka Exam Per year Hota Hai. Jyada jankarii Ke Liye Maine Article Me Link Diya Hai.

  • Manish Tiwari

    Ips officer banne ke liye simple subject kaun sa hai

    • HindiHelp Guru

      Bro, IPS Banane Ke Liye UPSC, PSC Exam Paas Karna Hota Hai. Isame Sabhi Subject Hote Hai. aap Article Ko Padhe. Bad koi Problem Lage to Contact kare.

  • Pooja

    Sir, ma bca final year ki student hu kya ma ips ka exam hindi medium me de skti hu

    • HindiHelp Guru

      Pooja ji, aap IPS Exam Ki taiyari Hindi Medium se Kar sakati Hi.

    • Nand Kishore

      Yes final year ke students exam me appear ho skte hai par pass ka proof dena hoga agar final ya third year me fail huve to UPSC me pass ka koi importance nahi ok you can appear in UPSC exam even in final year

  • Harish desai

    Sir me b.com 1st year me hu aur me ips banane ki teyari abh se kar skta hu..

    • HindiHelp Guru

      Yes Aap IPS Babane Ke Liye Abhi se Tiyari Shuru Kar de.

      • Fareed Hasan siddiqui

        Sir Maine 2011 m graduation kiya Tha fir khuch problem k wajah s vompition ki tayyari nhi kr pay Tha sir Meri age abhi 27 year h mujhe Kahan s suru krni chaiye ips ki tayyari plz guideness sir

        • HindiHelp Guru

          Aaj se Abhi se taiyari shuru karo, abhi bhi Time hai.

  • amit pal

    बहुत बढिया और हेल्पफुल जानकारी, तैयारी करने वाले स्टूडेंट्स के लिए धन्यबाद

Leave a Reply