NIOS DELED Assignment kaise Taiyar kare – Download – Send kare

-

How to Create NIOS DELED Assignment 2017,  असाइनमेंट  कैसे बनाये ? Download DELED assignment course 501, 502, 503 and all semester, 1st-semester assignment for DELED in Hindi, Gujarati and English language. Solved NIOS deled Assignment book pdf file free. Assignment banane ka Tarika Hindi me. word limit for assignment content. assignment question for DELED nios all semester course. all Information provided HindiHelpGuru web.

NIOS से DELED का course करनेवाले सभी untrained teachers को बता दे की अभी study करने के साथ साथ Assignment बनाने का समय आ गया है. desember 2017 से january 2018 तक आपको assignment  तैयार करके जमा करने है. आपको पता ही होगा की आपकी सैध्धान्तिक exam के 70 अंक होते है और assignment के 30 अंक होते है.  इस तरह सत्रीय कार्य भी अनिवार्य है. पुरे DELED course में आपको  27 सैद्धांतिक कार्य यानि assignment तैयार करना है. 1st semester के लिए 3 assignment Book तैयार करनी है. इस Article में hindihelpguru ने आपको assignment क्या है, कैसे बनाते है. DELED Assignment कहाँ कब जमा करनी है ये सभी बाते बताई है.

DELED assignment का प्रारूप क्या है?

असाइनमेंट  एक प्रकार का ऐसा काम है जो किसी भी course से आपने क्या सीखा? क्या पाया ? इसका पता लग जाता है. आपने इस course से क्या हासिल किया इसका ये exam है.  assignment आपको घर बैठके ही तैयार करना है. इसके लिए कोई study special study materials नहीं होता है. ये सिर्फ आपके दिमाग की निपज होना चाहिए.  किसी का Copy – paste या फिर xerox किया materials नहीं चलेगा.

  • DELED का assignment का प्रारूप बताता है की किसी एक Subject या course  ( example : 501 ) के लिए  30 अंक होंगे.
  • इसमे प्रायोगिक के 10 अंक और सैद्धांतिक के 20 अंक ( अधिभार ) निश्चित है.
  • assignment के लिए आपको NIOS DELED की और से एक Question Paper मिलेगा.
  • NIOS website पर assignment का question paper अपलोड कर दिया गया है.
  • assignment question paper hindi और English language में available है.
  • इस आर्टिकल में भी download लिंक दी जाएगी.
  • assignment में आपको 6 question के उत्तर लिखने है.
  • सभी question के 5 अंक ( marks )  है.
  • प्रति प्रश्नों के उत्तर आपको 500 word में लिखने है.
  • assignment बनाने की जानकारी Swayam Portal पर भी मिलती रहेगी.

DELED Assignment kaise taiyar kare?

deled assignment kaise banye

पूर्व_तैयारी_:">

पूर्व तैयारी :

  1. Assignment तैयार करने के लिए सबसे पहले कागज ( A4 size lining papers ) की जरुरत पड़ेगी.
  2. 1 assignment के लिए Minimum 10 – 12 page की जरुरत होगी.
  3. अब आपको assignment के question paper download करना है. ( नीचे download लिंक दी है )
  4. सभी question अभ्यास कर लीजिये , समज लीजिये.
  5. कोई question में confution है तो study materials का अभ्यास कर लीजिये.
  6. final deled assignment लिखने से पहले दुसरे papers में try – टेस्टिंग कर लीजिये.
NIOS_टिपण्णी _:">

NIOS टिपण्णी  :

कुछ जरुरी बातें NIOS ने भी बताई है इसे पढ़ लीजिये 

assignment kaise taiyar kare best prectis hindi

शुरुआत_:">

शुरुआत :

  • सबसे पहले तो आपको ये पता होना चाहिए की DELED assignment में प्रति प्रश्न के उत्तर 500 word ( शब्द ) में लिखना है. मतलब किसी 1 course की assignment में 2500 word में लिखना है.
  • ये भी याद रखे की आपको word ( शब्द ) की गिनती करनी है. cherector ( अक्षर ) की नहीं.
  • assignment के लिए paper size english guide में Foolscape बताया है और हिंदी में बड़े आकार का size बताया है.  ( आप A4 या फिर Foolscape paper उसे कर सकते है )
  • A4 Size के paper में 1 लाइन में 7 से 10 word होते है. मतलब आपको per question के लिए 50 से 70 लाइन में लिखना है.
  • 1 question के लिए आपको A4 size के 2 या 3 page इस्तेमाल करने है.
  • पुरे assignment के लिए मिनिमम 10 और meximum 15 page रखे.
  • ये जो जानकारी बताई है ये स्वयं  bollpen से ( handwriting ) लिखने वालो के लिए है. आप चाहे तो assignment को type – print करके भी भेज सकते है.
  • type से लिखनेवालो को प्रति प्रश्न 40 से 60 लाइन में लिखना चाहिए.
  • 1 question के लिए 1 से 2 page type करने पड़ेंगे.
  • बायीं तरफ यानि left साइड में 3.2″ जगह छोड़े. प्रत्येक प्रश्न के बिच  4-5 लाइन की जगह छोड़े या फिर दूसरा question दुसरे page के टॉप से लिखना शुरू करे.
  • आपको किसी भी materials से copy – peste करके assignment नहीं बनानी है.
  • अगर मालूम होगा की 2 या इससे अधिक उत्तर समान पाए जाते है तो assignment वापस लौटा दिया जायेगा या फिर कम ग्रेड मिलेगा. ( या फिर फिर से लिखने को कहा जायेगा.)
  • DELED assignment लिखने के लिए blue या black पेन का इस्तेमाल करे.
DELED_Assignment_Question_Download">

DELED Assignment Question Download

आपको NIOS ने already study materials के साथ Assignment के question भी दे दिए है. निओस Website पर Hindi और English Language में available है. आप यहाँ से भी download कर पाएंगे.

Note: आपको Assignment आपके State की  regional में ( Gujarati, Punjabi, Assamese, Bengali…etc. ) लिखना है. ( हालाकि NIOS ने कुछ बताया नहीं है )  NIOS ने अभी तक दूसरी language में दिया नहीं है तो अभी wait करे.  जैसे इसका समय आएगा Updates किया जायेगा. ( या फिर Hindi को पढ़ के , Question को translate करके दूसरी Language में लिख सकते है. HindiHelpGuru भी कुछ Language में Translate करके यहाँ देगा. )

DELED Assignment Hindi And English Language

DELED Assignment Gujarati Language Download

  • 501 – Gujarati Assignment – Download Click Here
DELED_Assignment_Answer_Book_Download">

DELED Assignment Answer Book Download

1st Semester Hindi Assignment Answer Book

  • Course – 501 Assignment Answer In Hindi Download ( updated )  – Click Here
  • Course – 502 Assignment Answer Book in Hindi Download – Click Here
  • Course-503 Assignment Answer Book in Hindi Download Free – Click Here

coming soon… Course 502, 503 Hindi, Gujarati and Other Language

( Note: हम इस हिंदी assignment Answer book में कुछ प्रश्नों के उत्तर नहीं दे रहे है क्युकी इसके उत्तर आपको अपने DELED materials से मिल जायेंगे. इसका block – Number हमने दे दिया है. )

1st Semester English Assignment Answer Book

  • Course – 501 DELED English Solved Assignment answer Download – Click Here
Assignment_तैयार_हो_जाने_के_बाद ">

Assignment तैयार हो जाने के बाद 

जब आपका assignment तैयार हो जाये इसे फिर से एक बार Read कर लीजिये. अगर कोई गलती लगाती है तो इसे सुधर लीजिये.

हो सके तो कुछ important Point को underline कर लीजिये. या फिर दुसरे color पेन का इस्तेमाल करे. Red color का इस्तेमाल ना करे.

सभी page को stapler से  PIN कर ले. सभी page के नीचे  page Number जरुर लिखे.

Assignment की xerox करके एक और copy बनाले. जिसे आपके पास रखे.

Assignment_का_First_Page_तैयार_करे. ">

Assignment का First Page तैयार करे. 

अब आपको DELED assignment का Home page – First page तैयार करना है. इसके बिना आपकी assignment valid नहीं माना जायेगा.

लेकिन आपको दो प्रकार के First page बनाने है.

  1.  किसी 1 assignment के first page पर ( first page of your response(s).

Download Click Here

2. सभी assignment के बंच के first-page पर. (  your assignment response(s). )

– Download Click Here 

इस दोनों के नमूने – Formats आप यहाँ से download कर सकते है.

Assignment_कहाँ_और_कब_–_कैसे_भेजना_है_? ">

Assignment कहाँ और कब – कैसे भेजना है ? 

NIOS ने बताया है की DELED assignment अध्ययन केन्द्रों पर जमा करने है. आपके एरिया में आपका Study Centre कहा है वो आपको पता होना चाहिए.

इंडिया के सभी स्टेट में NIOS के Study Centre है. आप NIOS website से देख सकते है. हो सके आपके district में भी Study Centre दिया जाये. इसकी जानकारी आपको Mobile SMS और Email से दी जाएगी. जो आपने registration में इस्तेमाल किया है.

assignment जमा करने का समय desember 2017 से January 2018 तक है. इस समय में DELED assignment Study Centre पर जमा कर देने है.

कैसे जमा करने है? Post से? प्रत्यक्ष ? इसके बारे में आपको बाद में इनफार्मेशन दी जाएगी. क्युकी सभी state में ये बात अभी clear नहीं है.

Note : यहाँ hindi और Gujarati language में DELED Assignment के question के Answer दिए जायेंगे. इसके आपको Assignment लिखने का तैयार करने का Best Idea मिलो जायेगा. 

DELED Assignment के बारे में अगर आपके कोई सवाल है या कोई प्रॉब्लम है तो हमें कमेंट में जरुर बताये.

दोस्तों के साथ Facebook – Whatsapp Group में शेयर जरुर करे.

ये भी पढ़े :

Recommended for You
You may also like
Share Your Thoughts

222 comments

  • Shyam sunder bhati

    Assignment in English medium of 506 to 510
    When it will come

  • Suraj Juyal

    sir 506 to 510 assignment kab tak upload ho jayenge..plz inform…

  • Sunita

    Sir plz batayeee ky 506 sy 510 tk ky assignments banygy…. Kya or in ky exam paper bhi hoga kya…… Or agar assignment banygy toh plz syllabus kaha sy plz bta dy

    • HindiHelp Guru

      abhi wait kare, yahan se sabkuchh mil jayega.

    • Md ajmal

      Website se download kar sakte hai aap assignment

  • ZIYA SHEIKH

    SIR WBA KA ASSIGNMENT KB AAYGA…………………!

    • HindiHelp Guru

      isaka Koi Assignment nahi Hota Hai. 2 -3 File Banani hai. Abhi jarurat nahi hai.

  • Nimesh Rathod

    muje gujrati madhyam K jee K peper chahiye with solution to kya aap meri email id pe de sakteho Kya?

  • Dushyant Sharma

    sir SBA kaise banaaye ,
    banaane ki video send karen.hindi men.

    • HindiHelp Guru

      is website par sabkuchh de diya hai. search kare aur padhe.

  • Gauri patel

    Send assignment answer in Gujarati Deled course for sub 504,505 and school registers ,school activities.

  • c.Kumar

    password kya hai? assigment ka answer
    download ke bad password magta hai.
    so kindly send me password

  • Sambit swain

    Sir hamara study center ka abhi Tak kuch pata Nahi Chal raha hai,kya Hum form fill up kar sakta hai?

  • Anil Kumar

    Sir
    504 or 505 assignment k answer chahiye ..
    Plzzz sir help me.

  • Kapil verma

    सर 504 505 के assignment questions मिल सकते है

    • HindiHelp Guru

      abhi NIOS ne Updates nahi kiye hai. kuchh din wait kkare.

  • Anisha

    Sir, I belong to Kalahandi District , Odisha
    My reference no is D212601507 but i don’t know where is my study centre.
    How can i know where am i supposed to submit my assigments.
    Thank You

    • HindiHelp Guru

      anisha, nios website par check kar lijiye.
      agar nahi dikha raha hai to kuchh din baad check kare. ya fir apane state ke nios officer ka contact kare.

  • meghna

    Sir, maine A4 size ki notebook vale page me assignment likh ke file bana di he. Chalegi??????
    Please reply

    • HindiHelp Guru

      sure, chalegi. koi problem nahi hai.

  • DEEPESH

    SIR, KYA ASSIGNMENT ME QUESTION BHI LIKHANE YA KEWAL ANSWER.

    • HindiHelp Guru

      Yes, Question bhi likhne hai.

  • Ashwarya jain

    Hello Sir
    My self Ashwarya from dungarpur sir sir i want to know which is my study centre for deled exam sir we have no information about deled exam nd about how can i feel exam form for deled so sir i request u Tell m about the deled exam related information for deled

    • HindiHelp Guru

      Read This Article : click Here

    • Sanjay bishnoi

      Tension free rhe apna assignment bna le studycenter jahan bhi hoga center wale apne aap call kr lenge

  • Ashwarya jain

    Hello Sir
    My self Ashwarya sir kisi bhi study centre pr assignment submit krwa sakte h or koi exam form fill krna h kya sir hme abhi tk kisi bhi type k koi information nhi h sir y sari information kha s milegi

  • vandana Awasthi

    sir humne line wale punch paper le liya hai jo A4 size se thoda kum hai kya mai isper assignment bna sakti hun. please reply

  • Manvi

    Sir, mene study center search kiya state nd district dal know to usme not found likha aya. uper Jo link Di hai usme reference no. Dala to wrong reference likha aya..Sir about kaise pta chlega study center… Please help
    .

  • Manvi

    Sir I have searched my study center with the help of state nd district Bt it shows not found then I searched with reference no. The it shows wrong reference no. Now wht to do… How I come to know my study centre

  • shaheena

    Sir mei Kiya har page ka margin computer se design wala print kr sakte hu aur sari mei nios ka logo page ke header mei de skti hu

    • HindiHelp Guru

      yes, de sakate hai. but koi jarurat nahi hai.

  • narayan datta tewari

    sir nios me admission hogaya hai .hum konsa studyn center me deposit karenge uska msge humara mail or mobile no per ayaega kya ,oh sab hum jan nehi paa rahe hain, kuch sms nehi araha ki kab hum assignment deoposit kaha karenge .

  • Mahjabi

    Sir mera or meri sis ka reference No ye h D092103399 or D092103362 pr hum dono ke center ka kuch pata nahi chal raha plz hume bataie kahi humara admission cncell to nabi hua h plz reply me

    • HindiHelp Guru

      isake 2 problem ho sakte hai.
      1. abhi aapka study center bana nahi hai. ya fir
      2. Aapka Name NIOS data me add karna rah gaya hai.
      Isake liye apane najdiki kisi study center ka contact kare.

  • suraj kumar jaiswal

    Sir mera form Fill up krte time ak galti ho gae the avi tak sudhar hua hai ya nhe mujhe malum nhe hai kaose pta chalega….

    • HindiHelp Guru

      identity card check kare. aur koi tarika nahi hai. agar admission conform ho gaya hai to koi problem nahi hai.

  • pooja

    Sir clasmate copy k page cmpulsry h ya kese bhi page chlenge ?

    • HindiHelp Guru

      No cmpulsry. koi bhi paper ho A4 size hoga to badhiya rahega.

  • Komal solanki

    Sir I haven’t get my study centre

  • priti

    guru mene a4 paper use kiya but without linning hai koi problem hai kya

  • Sambit swain

    Sir,mara reference no: D210602814 hai,plz check kar ke bataye mara principal verification hua hai Ya nahi,main jaan Nahi Paa raha hu.

    • HindiHelp Guru

      Santosini ..ji Aapka Principal verification ho gaya hai. ( maine check kiya )

  • Manu

    Sir mere pass 3 A4 file hai to main thoda confuis hu 501 ek file 502 dusri file nd 503 teesri file main banana hai na ki kisi or type se….. Please reply fast i m also late ?

    • HindiHelp Guru

      1 file me 501 ki sabhi 3 assignment rakhana hai. menes 1 file me kisi 1 course ki sabhi assignment rakho.

  • sukriti

    sir maine assignment a4 size k project paper p banaya hai kya ise dubara classmate ki copy m bana na padega or yai jo answers hme avaliabe ho rhe hai unhai copy kr skte hai kya

    • HindiHelp Guru

      agar a4 size papaer use kiya hai to fir se banane ki koi jarurat nahi hai.
      yahan assignment answer diye hai ise pura copy nahi kar saktee. kuchh change karke likh sakte hai.

  • Md shafi

    Sir sabhi distric ka ek jysa hai assingment hai.
    UP ke Ghazipur ka hun

    • HindiHelp Guru

      yes, sabhi ke liye assignment question same hai.

  • Bachubhaai Nadoda

    સર ૫૦૨, ૫૦૩ ગુજરાતી એસાઇમેન્ટ સેન્ડ/અપલોડ કરો. 501,502 Gujarati Answer Assignment plese upload/send

  • Ashwarya

    Hello sir,
    Swayam pr lecture attend krna compulsery h kya i mean online lecture attend krna jaruri h

    • HindiHelp Guru

      vaise to jaruri hai. par mai compulsery nahi man raha hu.

  • Sambit swain

    Sir, assignment A4 size ke lining paper ke dono side likhna ha Ya ak hi side main likhna hai

  • nagalaxmi

    sir did not wrote assinment in lines paper ,i wrote in white paper is it problem

  • mamta

    assiment ke questions ke answers books se relative hi likhne hai … ya hum khud se i mean books se bahar bhi likh sakte hai..

    • HindiHelp Guru

      sure, aap apane tarike ke likh sakte hai.

  • Ashwarya jain

    Hello Sir
    I forgot my swayam id nd password i can’t login my swayam account please Sir help m can i register a new accounts sir mene y query 2 s 3 days s kiya h but i have no reply

    • HindiHelp Guru

      Fir se New Swayam account bana le.

  • Malek parvez

    Dear
    Sir
    502,503 Gujarati assignment ans update Karo
    Plzzzz

  • Rahul

    Sir assignment jama krne ka last date 30 jan ko h or abhi tak ye pta nhi chal pa rha h ki mera study center kaha h. kaise pta chalega kripya ye btaye. or wha class kab se kab tk karna hoga

    • HindiHelp Guru

      ye NIOS ki Problem hai. aapko kuchh hi din me pata lag jayega,.

  • Shashikala kumari

    Sir,
    My self Shashikala
    Hm apna assignment likh liye h ab bola ja rha h ki copy me likhna h to ab dubara likhna hoga kya? Or dusra ki jo front page bnana h wo 501, 502, 503 ke liye bnana h ya uske bloke ke liye v front page bnana hoga.. Pls Sir help

    • HindiHelp Guru

      501, 502, aur 503 ke front page banalo… baad me assignment ke bich me ek aur extra page rakh dena hai.

  • Md Arman

    Sir good evening
    Sir pehle semester mein to total 15 question likhne honge na assignment ke..assignment 501 ka 5, 502 ka 5 ,503 ka 5. Am I right

  • Ashwarya jain

    Hello Sir
    Swayam pr attendance kese lgwani h or coumplsery h kya

  • khushboo

    Sir mera email id galat ho gaya hai mera study center ka message kaise ayega

    • HindiHelp Guru

      Mobile se Aayega. aapke district ka list bhi aapko milega.

  • Ashwarya jain

    Hello Sir
    I am from dungarpur Sir ap muje y batao k assignment submission k last date kya h or sir agar hamne deled exam k liye jis school s apply kiya whi continue krna jaruri h or mean other school m job kr sakte h agr us school s reisign krna h please sir muje y batana

    • HindiHelp Guru

      Assignments submission last date : 30 January hai… School change Kar sakte hai. But aapke state ke Nios officer se information lene ke baad.

  • Ashwarya jain

    Hello sir
    My self ashwarya i am from dungarpur sir muje y jannna h k deled assignment m hr block m kitne question likhne h inka marks distribution kese h sir muje y assignment bnanne m bhut problem face krni pad rhi h or mere block 501 complete ho chuka tha fir hme pta chala k jyadad question likhne h so sir i request u sir plz reply m fast.
    Thanku sir

    • HindiHelp Guru

      1. Assignment me Per Block ke 5 question ke answer likhne hai.
      2. per Block ke assignment ke aapko 30 ank milte hai.

    • Shubhadeep kumar singh

      Ye problem mera v hai ki assignment ban chuka hai ab kaha ja raha hai A4 size ka copy me likhna hai..
      6 question likhna hai jab ki 5 hi question di hui hai

      • HindiHelp Guru

        koi problem nahi hai. question sirf 5 likhne hai.

  • shaina malik

    Sir plz aap btado ki swyam p atandees kese lgegi sir plz btado

  • Z.A.Malek

    Sir /Medam
    Hamene DELED ke Korsh ko Mobail apps, Computer PC, K jariye vedio-audio, PDF file, dekha hai lekin hamara progress riport bata nahi raha hai.
    to hame kya karna chahie ???

    • HindiHelp Guru

      Ye Swayam website ka Server Problem ho sakata hai.

  • Arvind raj

    Sir study centre to aa gaya to usme admission lane ke liye keya karana hoga.koi formbharana hoga.to use send kare rachi jila ka.

    • HindiHelp Guru

      Abhi Study center me koi admission nahi lena hai. aapko mail se bataya jayega.

  • Ashwarya jain

    Hello sir ,
    I am from dungarpur sir i want to know how many question write in assignment in each block like assignment -1 ,4 question given in assignment book how many question student write in assignment

  • md parwez

    Sir mera distinct me galti go gaya hai bihar ke katihar ka gun lekin district Purna jar diya gun isko sudhar karne ka solution bataye

  • Divya

    Sir assignment questions k answer net se dekh k likh skte h

    • HindiHelp Guru

      Yes, But Pura Copy paste nahi kar sakte hai. kuchh change karna padega.

  • Prakash chandra

    Sir, deled 1 semester ke assignment answer me 502 ke assignment 3 सत्रीय कार्य 3 ka answer bhej do

    • HindiHelp Guru

      Aapke Najdik ki school ka daura Karna hia aur khud Isaki report Taiyar Karni hai.

  • shamsulhaque

    sir uttar pradesh ambedkar nagar me abhi D.El.Ed study center nahi aya hai kya ap hume bata sakte hai kab tak ayega psee..sir

  • FAIZULHUSEN

    SIR, GUJARAT KE STUDY CENTRE MILTE NAHI HAI..NIOS WEBSITE PAR BAHOT DEKHA THA..AAP PLZ BATAYE

    • HindiHelp Guru

      Abhi Study center List Updates Ho raha Hai. waite kare.

  • SUNIL N. PATIL

    SIR KYA HUM ASSIGNMENT MARATHI ME LIKH SAKTE HAI KYA
    KYA EXAM MARATHI ME HOGI KYA

  • Karam kumar

    सर mera pas pahle se hi DTH hai to keya hum uska serial no. De sakte hai.kiuki hum use se swyam prabh dekh rahe hai. Please reply immediately.

  • Dhirajvan

    Nice work guru i below to Gujarat
    D.el.ed.stydy material 501 to 503 very good.

  • PRAVESH AGNIHOTRI

    Sir mera name csc portel ke academic ke find teacher me nahi aa Raha h. jabki mera enrolment no or identity card aa Gaya h

    • HindiHelp Guru

      CSC list me aaye na aaye koi problem nahi hai.

  • gulzar

    sir mene assignment A4 paper m nhi banaya h mene usse chota page practical file ka one side paper aata h usme kar diya h to sir koi prblm to nhi h na…

    • HindiHelp Guru

      Koi Problem nahi hai. PCP me Bataya Jayega.

  • RAKESH KUMAR PRASAD

    KYA ASSIGNMENT GEL PEN SE LIKH SAKTE HAI?

  • Ajey Pratap

    Assignments ka answer Page ke dono sides likhna hai ya ek side?

    • HindiHelp Guru

      aap jaise Likhna chahe… koi fixed nahi hai.

  • Nilank

    Please send me pdf of 501 assignment answer in Gujrati language

  • devaki nandan

    Sir ..I hv a big problem . Mere form k print out me email likh k hi nhi aaya ..Kewl mera mobile number hi h..Bina email k to bht bdi problem ho skti h…M apna email kaise update kru…Ek problem aur h…Jb hm logo ne phle d el ed ka form bhra to hmare school ka koi bhi udise code nhi tha .. Website pe udise generate ka option diya gya tha usi sbka form bhra gya ….pr jb bad me b ed teacher ne bridge course k liye ud udise kode ka use kiya to …Vo udise code accept hi nhi hua…Uski jgh new udise code tha…List me hmare scj2ka nam aa chuka tha…Pr udise code change tha …jbki hm logo k I card bhi aa chuke h..Sir koi problem to nhi hogi?

    • HindiHelp Guru

      email nahi hai to koi problem nahi hai.
      agar sabhi ka admission conform ho chuka hai to koi problem nahi hai.

  • vijay

    सर nios dled मै attendance कैसे लगानी है।

  • ravindra

    Sir mai enrollment number bhul gya hu kaise milega plese tell me

    • HindiHelp Guru

      aapke state ke NIOS officer ka contect kare. mil jayega.

  • jyoti

    sir study center ka Kise pta lgiga …

  • ravindra

    किसी 1 assignment के first page पर ( first page of your response(s esko achhe se samjhaye sir esko kaise aur kha lgana hai

    • HindiHelp Guru

      PCP me aapko study center par bataya jayega.

  • Piyush Patel

    502&503 assiment question PDF in Gujarati like 501 please send.

    • HindiHelp Guru

      Please Wait.. 7 day.

    • Teekaram yadav

      Sir assignment ka q.a.kaise Tamar kare pleas.

      • HindiHelp Guru

        Ye Padhe Isame aapko assignment answer ke kuchh Example Mil Jayenge : Click Here

  • Sita Vishwakarma

    Sir aap bataye ki maine swayam app Facebook I’d send link kiya,galat tarika to nahi

    • HindiHelp Guru

      na, Koi galat tarika nahi hai.

  • ravindra kushwja

    Sir jo first page uske bare me btaiye

    • HindiHelp Guru

      Aapko yahan maine download link diya hai. NIOS deled Guide Book me Bhi bataya gaya hai. PCP – Personal Contact Programme ke samay bhi bataya jayega.

  • Ajeet pratap patel

    Sir main assignment ke answer ko kaha se likh sakta hoon book se ya apne aap se or sir apke pass iska answer ho to bhej dijiye please sir help me.

    • HindiHelp Guru

      Aap Khud Likhe , ye sabse Best rahega.

  • Abdur Raquib

    Sir, kya main assignment page ke dono part me likh Sakta hoon q k mera assignment paper ka dono part ruling hai…Sir plz reply?

    • HindiHelp Guru

      Yes, Likh sakte hai. no problem.

  • Kaita

    I have got the registration done but I mistakenly wrote my dob wrong. Please suggest what to do?

  • MOMINUL HOQUE

    Sir please make assignment in assamese…501,502,503 …and update there….and also assignment 502,503 make in bengali… and update pls…

  • Preeti

    Sir
    mera admission confirm ho gaya hai…aur maine dushra school bhi join kar liya hai…please confirm karen ki muje id card kahan se attest karvana padega.

    • HindiHelp Guru

      identity card aapko NIOS Website Se Teachers Login karke print karna hai. Jyada jankari ke liye : click Here

  • DEEPAK SHARMA

    Sir jis study center par assignment jama karna hai kya wahi pr dled ke paper ush hi center pr honge ya

    • HindiHelp Guru

      waite kare, kuchh din me pata chal jayega.

  • sumit kr deepak

    how to submit the assignment

    • HindiHelp Guru

      DELED ke Assignment aapko Study center par jama karvane hai. Study center ki jankari aapko mail aur SMS se di jayegi. wait kare.

  • Kamal tandon

    Sir ji
    1.Assignment front page (name add…..) Nios ka page bheje

    2.Sath hi ASSIGNMENT-1
    ASSIGNMENT_2
    ASSIGNMENT_3
    3.nios ka last page

    Bhejane ki kripa kare.

    Thankyou

    WhatsApp no.9691156989

    • HindiHelp Guru

      is Article me sabkuchh bata diya hai.

  • Kirtiba

    Gujrati assignment 502 503kyare avse

  • Ravi gupta

    Sir please nios d.el.ed ka assignment 2 ka last question jo 1000 word mai likhna h uska answer bta digiye Apne PDF mai like likha h Ashish ki guide dekhen but humare pass guide nhi h… So please send kr digiye answer

    • HindiHelp Guru

      Study materials book me isaka uttar mil jayega.

  • devi

    sir assignment ka book liye h usme diya gaya que. hi assignment me likhenge Q. book ka hi rahega or ans. apne se likhne h kya?

    • HindiHelp Guru

      Assignment ke answer kahi se copy nahi karna hai. aap kuchh change karke likh sakte hai.

  • Arvind raj

    सर 501 502 और 503 का उत्तर एक ही assignment पेपर में बनाना है या सबका अलग अलग में। plese help

    • HindiHelp Guru

      tino course ka alag banana hai. baad me sabhi ko add kar dena hai.

  • HindiHelp Guru

    sorry, shayad aap old file dekh rahe hai.

  • Arvind raj

    Kaha update kiye sir phir to vaisa hi hai jo pahle tha .jaha taha answer hai .please reply immediately sir.

    • HindiHelp Guru

      kis me aapko Problem lag rha hai.. course Number bataye.

  • Arvind raj

    सर
    501 502 और 503 का पूरा उत्तर नहीं है ।और है भी तो उल्टा पुल्टा समझ में नहीं आ रहा है। तो पूरा उत्तर भेजें जल्दी पंक्ति बाय पंक्ति ।
    Thak you

    • HindiHelp Guru

      Ok mai check karke Update kar leta hu.

  • Vimalkumar Arvindbhai patel

    thanks for information.and ass. gujarati ma lkhvni k hindi ma?janavsho please.

    • HindiHelp Guru

      Gujarat se hai to gujarati me likhe.

  • Arvind raj

    Please send sir assignment answer in hindi pdf file 501 502 503

    • HindiHelp Guru

      yahan diya hai. download kar lijiye.

  • Arvind raj

    Sir 501 502 me pura assignment ka answer nahi hai please reply soon.

    • HindiHelp Guru

      Ok, sorry galti se rah gaya tha. mai fir se updates kar dunga.

  • reeta Dhote

    Sir mujhe samjh nhi aa rha ki is course ke through 1 hi school me teaching krayenge ya other schools select kiya ja sakta h

    • HindiHelp Guru

      abhi is course me admission lene ke liye aapko apane hi school ka details add karna padega. kyuki school dise ke bina admission conform nahi ho payega. bad me school change kare to koi problem nahi hogi.

  • manoj kumar

    sir503 assignment ka answer de please

  • sangita patel

    Sir me janna chatihu ki assignment gujrati language me likha sakti hu sir maine abhi tak exam ki language pasand nahi ki hai kyuki muje pata nahi chalta hai ki mai vo kaha se pasand karu pls sir muje vo kaise karna hai vo batao

    • HindiHelp Guru

      Sangita, ( ATD – balasinor ? ) aap gujarati me assignment likh sakti hai. no problem. jab exam ke liye form apply karenege tab language select karni hogi.

  • laxminarayan

    Assignment ko a4 size ke kewal front page me hi likhna h ki front aur back dono side me likhna h

    • HindiHelp Guru

      Dono Side ( front + back ) page me bhi likh sakte hai.

  • Aradhana

    Sir hum assignment mai figures bhi bana sakte hai kya

    • HindiHelp Guru

      Yes, Assignment me aapko Jobi information jaruri lage. add kar sakte hai.

  • Anu

    Sir assignment submit karne ki date 25 December 2017 hai kya?

    • HindiHelp Guru

      Yes, Abhi to 25th December batayi hai.

  • Monti sharma

    Sir me Gujarat me reheti hu per meri mother tangue hindi he app ne bataya ki assiment or paper States ke religion ko desh hue us
    Lounge me likhana he mujhe Gujarati nahi ati or eng. Bhi possible nahi to me hindi me likh sakti hu or exam bhi hindi me Dena he par registration me Language ka koi optiona
    Nahi th a pleases help me answer dijiyega

    • HindiHelp Guru

      Sure Aap Hindi me assignment aur exam dono likh sakti hai. language exam form fill karte samay select karna hai. abhi nahi.

  • Shobhit

    Sir A4 size ki lining sheet nhi mil rhi hai to hm iske liye kya kare
    kya hm without lining wale paper pe likh sakte hai

    • HindiHelp Guru

      Likh sakte hai No Problem. Assignment aur Project work ke liye Special sheet bhi milti hai.

  • Shobhit

    Sir Agar hum isko typing karwa ke print karwaenge to koi problem to nhi aayegi isko submit karne me

    • HindiHelp Guru

      Nahi Koi Problem Nahi Aayegi. agar aap kisi aur ki assignment se Copy Nahi karte hai to.

  • Ajay

    sir Assignment me question paper v attach karna h kya ? Answer sheet ka size kya hona chahiye ?

    • HindiHelp Guru

      Assignment Answer seet ka size A4 ( lining ) rakhe. question paper attach karne ki koi jarurat nahi hai.

  • DURGESH

    sir assignment kha pe submit kiya jayega please guide sir

    • HindiHelp Guru

      Aapke state ke exam center par assignment jama karna hai. isaki suchana aapko kuchh din baad mil jayegi.

  • Aishwarya Torane

    main assignment english main likh sakti hu kya? kyunki marathi assignment ke question nahi mil rahe hai or main exam bhi marathi main likhna chahti hu bt material mil nahi raha main kya karu??

    • HindiHelp Guru

      Yes, Likh sakti hai par aapko assignment aur exam ke liye same language select karna padega.

  • divyanshi saxena

    assignment ke liye hum files ka use kar sakte hain jo practicals main use hoti hain…………………………………..

    • HindiHelp Guru

      Assignment paper me hi banana hai. aur koi files – folder ka use na kare. ( isaki jankari abhi NIOS ne nahi di hai . kuchh din baad mil jayegi. tab sure pata chal payega )

  • Bijendra kumar

    Comment Text*sir abhi tak mere college me verification nhi ho paya h d.el.ed ka .ye kab tak hoga.living pilibhit up

    • HindiHelp Guru

      agar aapne principal verification ke liye mail kar dya hai to ho jayega.

  • Dasharath rao

    Sir, assignment blank paper pr likhna hai ya lines paper par,plz tell me , project jaisa banana hai file k sath . mention it.

    • HindiHelp Guru

      Line Paper me likhni hai. aap chahe to blank paper me bhi likh sakte hai.

  • Mohammed Husain Mansuri

    Sir ,mera registration ke samay diya email kisi wazah se band ho gaya hai maine mera email address chang karna ke liye nios me bahut bar mail dala lekin nios se koi jawab nahi says hai to mujhe koi pareshani to nahi hogi

    • HindiHelp Guru

      koi Problem nahi hai.. NIOS ko mail kiya hai to Isaka responce bhi aayega, but der lagegi.

  • कुश कुमार साहू

    मुझे 501 502 और 503 का एन्सर सहित पीडीएफ कॉपी चाहिए मिल सकता है क्या

    • HindiHelp Guru

      Agar samay par taiyar ho jayegi to mil jayegi.

  • Loveneet

    sir when these assignments deposited and where it o be deposited as we are living in Mansa Punjab

    • HindiHelp Guru

      Isaki jankari aapke prasasan aur aapke state ke NIOS officer ke dvara aapko bad me batayi jayegi.

  • Priya Babel

    Deled ka exam hindi m du or assignment English m Bnau…..aisa kar sakti hu kya

    • HindiHelp Guru

      aap aisa nahi kar sakti. aapko sabhi ke liye same language use karni padegi.

  • Priya Babel

    Assignment Ka first page download nhi Ho rha h

  • Kakoli

    Sir PDPT ke principle verification ke bare mein kichu bataiye. Keya woh d. El. Ed ke verification ke jaisa hoga Yeah kuch aur process Hain.

    • HindiHelp Guru

      aur Process hai. ab aapko offline principal verification karvana hai. principal ki sabhi details aapke state ke Nodel Officer ko send karni hai.

  • Anu

    1 . Sir Assignment mai question with answers kab duge . 2. Apne jo asingment ke first page ka link diya hai wo download nahi ho rahi hai.

    • HindiHelp Guru

      ham assignment question 1 – 2 week me denge.
      Kal download kar payenge.

Leave a Reply