Android Mobile Format Kaise Kare ? Hard Reset Tricks

-

Android Mobile Se Juda ” Format ” word To Aapne Suna Hi hoga. ham Sabhi Android Smartphone Use kar Rahe hai. Android Phone Ko Istemal Karte Vakt Kai Samashyaye Bhi Aati hai. Ismae Sabse badi Problem Virus Ka Aa jana. Mobile Ka Hung Ho jana aur Pattern Lock Problem. Agar Aisa Koi Problem Aata Hai To Aapke Pas Ise reaper , Reset, Ya Format Karne Ke Alava Koi option nahi Rahta hai. mobile format software ya Fir Mai Aapko Bata Raha Hu Vo Tricks Se Mobile Format Kar Sakte Hai.

Format Ya Hard Reset Kya hai ?

Simple Word Me Batau To Aap Jab Pahli Bar Mobile Buy Karke laye the Tab Tha Viase hi Mobile Ko bana Dena Ise Format Kahte hai. Android Software Ke Siva Sabhi memory ko delete kar dena hai. Isase Aapki sabhi Memory File ( Photos-Images, Apps, Songs, Videos, Other Files,.. etc.) Delete Ho jata hai. Aapka Smartphone ki Hard Disc reset Ho ke For se New Ho jata Hai. is Prosses ko mobile Format ya Hard Reset kahte hai.

Mobile Format Kyu kare – Kab Kare ?

  • Kbhi kabhi Pattern Lock ko bahut jyada baar galat open krne par aapka phone lock ho jata hai
  • aur koi vajah Se Mobile open – On Nahi Ho raha Hai.
  • Mobile Bar bar Hung Ho raha Hai.
  • virus file install – add ho gayi hai.
  • mobile apps ya function thik se work nahi kar rahe hai.
  • Smartphone Bar bar Off Ho jata hai.
  • virus Ke karn Mobile Slow Ho jata hai.

Agar Maine batayi Aisi Koi Problem Aapke Android Mobile Me hai to Aapko Mobile Format Karna Padega. Isase Aapki Problem Solve ho sakti hai.

Note : Befor Format

Friends, dhyan rahe ki Android Smartphone Formate krne ke baad aapke phone ka Data – Memory chala jayega . Isliye agar aapke pass BackUp ho tabhi apne phone ko Hard Reset kijiye. Yaa Fir aapke Gmail ka password pta hona chahiye .Jisse aap baad me login krke apna contacts ,aur gaming data dubara pa sakte hai .Aur haa Hard Reset Krne Se Phle aapka phone puri tarah se off hona chahiye . Lock mode me bhi nahi . Agar switch off nahi ho rha hai toh aapko battery bhi nikalni pad sakti hai. Bad Me hi Aap Mobile Format kar payenge.

  • Agar Aap Mobile Number – Contact Ko Safe rakhna Chahte hai to Sim Card Nikal De. extra memory card use kar rahe hai to ko nikal ke Computer se Format kar le. kyu ki mobile format hone ke bad sabkuchh data format & Reset ho jata hai.

Mobile Format Karne Ka Tarika – 1

how to mobile format

mai man raha hu ki Aapne Mobile Format yani Hard reset ke Bare Me Sahi Tarah Se samaj Liya Hai. Ab aap Smartphone Ko Format Karna Chahte hai to Is Hard Reset Tricks from HindiHelpguru ko Step by Step Follow kare.

Step : 1 : Sabse aphle apne phone ke ko switches off kar dijiye.

Sabse aphle apne phone ke ko switch off kar dijiye.

Step : 2 :

Fir apne phone ke Volume Up (+) and Volume Down (-) button ko press kijiye aur sath sath Power Button ko bhi press kijiye.

Step : 3 :

Jab aap kuch seconds tak dono button ko press kiye honge toh aapke screen par kuch options dikhenge .

Step : 4 : Ab un options me

Ab un options me aapko Reset ka option dikhega.

Step : 5 :

Kisi bhi option par jaane ke liye aapko Volume UP ya Down button ki help le sakte hai . Aur ok karne ke liye power Button ko click kre.

Step : 6 :

Jab aap Reset par click kar denge , toh aapka phone format hone lagega aur kuch time me Reboot hokar aapka phone on ho jayega.

Hard Reset Karne Ka Tarika – 2

Agar Aapka Android Phone open Ho raha Hai. aur koi Problem Nahi Hai. Fir aap hung hone ke karn ya fir Virus Nikal Ne ke Liye Mobile Format karna Chahte hai to iska option Bhi aapko Phone Me diya gaya Hai Ise Use kar Sakte hai. isame aap kya kya Reset – Format  karna chahte hai vo select kar Sakte hai.

1. Apane mobile Phone ki Menu ko open kare.
2. ab menu me se Setting ko Select kare.
3. yahan Personal Setting ko select kare.
4. Personal Setting मme Factory data reset ko click kare.
5. agar aapko SD Card format nahi karna hai to Format SD Card se tick hata de.
6. Ab reset phone Button pe click kare.
7. kuchh hi time me Phone reset ya Format ho jayega.

  • Iss tarah se aap apne phone ka Pattern Lock ko tod sakte hai ya Unbootable mode se Bootable mode me bhi kar denge .
  • Aap Factory data reset karne Ke Liye Is Code Ka Bhi Use kar sakte hai. – *2767*3855#  Is Code ko Daile karke ok press karne pe Phone reset ho jayega.

Extra Inning :

Aapko ye android Mobile Format Tricks Kaisi Lagi Bataye. Koi Problem Ho to Comment me Bataye. Koi Friends Ko Is Data Reset Tricks ( HindiHelpGuru ) ki Jarurat ho to Ise Share Kare. ye Tricks Nokia, Samsung, Xiaomi Redmi, Motorola, Lenovo, Micromax, Honor, Asus, LG, sabhi Android Smartphone – Mobile Ko Format yani Hard Reset kar sakte hai.

Recommended for You
You may also like
Share Your Thoughts

65 comments

  • saniya

    Sir ph ko format karte h to permanetly old photos video delet hojate h kya

    • HindiHelp Guru

      Format Karne Se Pahle Aapko Backup le lena Chahiye Tha.

  • sangeeta

    galaxy on5pro hai mai aapne phone ko format ki hu par format k bad mera mobile aage kuch kaam nhi kar rha hai seif emergency call ,,,,,,,,plzhelp me sir

  • anil ram

    jab apna mobile me keboard kholte h to bhut let me keyboard show krta hai

  • Devendra

    Sir mera lephone w7 me resent open nah I ho Rana he

  • Upendra

    Vivo v5 mobile ko format karne k bad last me fir se password mang raha hain no mujhe yaad nahi hain… tell me what to do

  • pradeep kumar rai

    Lenovo k10a40 hai systemupdate nhi ho RAha hai kya Kate

    • HindiHelp Guru

      kyaa error aa rahe hai ye bataye.

  • jaynendar patel

    sir aapka trik aachha laga but restore karne ke bad pahle wala email id mang raha hai or o malum nahi hai to kya kare please bataye.

    • HindiHelp Guru

      Aapke Google Account me data Store hota hai. aapko pata hona chahiye ki aapne is mobile me kis gmail ka use kiya tha.

  • Abhishek kumar

    HTC728 mobile reset NH ho raha hai kaise Kre

    • HindiHelp Guru

      kya error aa rahi hai ye batayenge to mai kuchh bata sakta hu.

  • payal

    Sir
    Mera Google sync off hai tauch krne PR v on nahi ho RHA apps download karne par screan pe iturnal storeg running dikhata h air mamory card she kuchh v delite Marne k bad delite kiya hua item thodi der bad for wapas as jata h bataiye mai kya kru Ki merit probln due ho jaye plz btaiyesirchrome v open nhi ho RHA h plz plz plz help me sir mera mobile intex aqwa star power hai

    • HindiHelp Guru

      aap apane mobile ka pura backup computer me le liye. baad me mobile ko ek baar formate kar de.

  • Pawan tiwari

    Mera samsang j2 6mobile hai jo reset to ho gaya hai par menu me nahi ja pa raha hu kya karu

    • HindiHelp Guru

      fir se reset karne ka try kare. 9 Agar Na Hoto aur koi tricks use karne se pahle shop me dikhaye.)

  • Jawed Rizvi

    Mera mobile
    Panasonic p55 NOVO 1GB hai
    (FORMAT KARNRA)
    1-setting me jake kiya tw ??”setting not responding”
    2-Valium & power key tw ??”bahut sare no. Screen pe chlne lage”
    3-*2767*3855# Dial kiya tw ??”mobile network not available”
    ??MOBILE CHAL RAHA HAI MERE ISTEMAL (USE) ME HAI
    “Kise format kru’n”

    • HindiHelp Guru

      @ how to format Panasonic p55 novo @
      Mobile Ko Pahe switch off kar do.
      Bad Me Volume Down + Volume Up + Power button press Kare. Koi Password Enter kre.
      wipe data/factory reset select kare. ( Volume buttons + power key )
      Select – Yes — delete all user data”.
      reboot system now
      and press the Power button
      ——
      tricks – 2 ( Simple )
      Settings> Backup & reset.>Factory data reset > Reset phone> Erase everything > enter Password.

  • Praveen yadav

    Sir mera phone reset nhi ho rha hai. Jab mai reset kar rha hu to mi account ka password mang rha hai jo mai bhool gya hu or jo mobile number dala to wo number band ho gya hai….. Jis karan mera mobile reset nhi ho rha hai…

    Mera mobile Redmi 3s plus hai

    • HindiHelp Guru

      Matlab Aapne MI Account Banaya Tha. aapko Ise Login Karna Padega. Password Bhul Gaye ho to Forgaten Password Kare. dusara Number Add Kare. ya Fir Dusara Mi Account Banaye. Ek Bar Reboot Karke Bhi Dekhe.

  • Abu Rehan

    bro mera mobile software update karna hai wo ho nhi rha hai
    mobile me software update nhi de rha hai aur mujhe lolipop me badalna hai zip ke jaeye please help kare
    Mobile name& modal :- intex Aqui Air
    Ram:- 510
    Rom:- 8GB

    • HindiHelp Guru

      Aapke Mobile Me Updates Nahi hoga. kyuki Isake liye jyada ram Chahiye.

  • alisher

    sir ji mera mobile hard reset mode me nhi aa raha hai plz help

    • HindiHelp Guru

      Matlab aapke Mobile Me Koi Key Button kam Nahi kar Raha hai Ya Fir available Nahi Hai.

  • Vinod kumar

    Hello sir Maine karbonn aura ko upgrade karne ke liye flashify app ko recovery ke liye use kiya but ye processes puri tarh se complete nahi hui or phone restart hone ke baad aadha hi ruk gaya fir Maine kaafi intjaar me baad battery remove kar di fir phone on kar diya phone on ho gaya or proper kaam bhi karne laga fir Maine use reset karna chaha to usmai bahi problem aati hai wo half start par Aake ruk jata hai or nahi wo reset hota nahi hard reset .
    In Sab se kewal ek problem aa e hai jaise kisi ki call aati hai to automatic OK ho jati hai
    Pls is ka solution ho to bataiye.

    • HindiHelp Guru

      Ab Aapko Kisi Shop Me Dikhana Padega. ise Manually software se Reset karna Padega.

  • jaydeep machhi

    bahut badiya artical hai

  • Kalim

    Sir me jab bhi apps download karta hu usk ke bad open karta hu tab ye error aata he … unfortunately…..
    Has stopped… plz give me answer

    • HindiHelp Guru

      ye problem aap ka hai. kai app data curropt hone ki vajah se ye problem aata hai. aap clener app ka use kare. aur sabhi app ke sath aisa ho raha hai to koi aur problem hai. aapko shop me dikhana chahiye.

  • saurabh

    Panasonic eluga a me softwere karvane ke bad phone to tek work kar raha hi par uska menu-setting-me security option nahi khul raja hi jis se koai app instal nahi ho raha hi give me soulation.

    • HindiHelp Guru

      Aap Settings Fir Se check Kare. privacy settings Dekhe. aur Permission settings Dekhe.

  • Neyaj khan

    Sir humne LG ka phone reset kiye hai jisme jio ki sim chala rahe the but reset karne ke baad data uska kaam nahi kar raha isse kaise sahi kare plz

    • HindiHelp Guru

      aap fir se sabhi my jio app install kar. jio voice app jarur updates kar le. bad me fir se jio net settings kare.

  • rohit

    factory mode
    full test
    item test
    test report
    hardware device information
    poweroff

    mai : FAIL
    aisa dikha rha hai mai kya kru please help me

    • HindiHelp Guru

      Factory Mode me Aapko Format Ka Option Milega. Nahi hai to or Koi Option try Na Kare.

  • him’s

    Sir mera fon switch off ho gya h or chalu nhi ho rha..chalu hota b h to sirf screen ki light jalti h..yani jese chalu hota h roz wese hi aata h but aapge chalu ni ho rha h…jese uor btaya h wese krne par koi b options ni aa rhe h…mera mobile htc desire 516 h..

    • HindiHelp Guru

      Aap pahle Phone Ko recharge kare. sabhi phones aap ghar pe formate nahi kar sakte hai. aapko kisi shop me jake Software Se formate karna padega.

  • Sumrat Thakur

    Sir dusare mobile ya computer se forget
    Gmail password kese pata kre
    Kush step bataye please sir

  • Sumrat Thakur

    Sir mene fecktry data Reset kar Diya he
    Lekin me gmail ID code bhool gaya
    Kya kre sir please reply

  • akhilesh kumar

    sir mera ek mobile yu micromax ka brand hai usme hard reset karne ke baad start karne par email address aur password daal rahe hai.
    magar keval checking info likh kar ke wapis email address aur password dalne ka option deta hai jabki password bhi sahi hai
    model QL790

    • HindiHelp Guru

      sabhi app data clear kar dijiye. jarurat ke bina koi app use kar rahe hai to delete kar dijiye. google play store me aapaka account nahi hai to bana lijiye.

  • Salman Ahmad

    Mobile formate karte samaye photos. Videos. Contact. e.t.c. ko kaise bachaye

    • HindiHelp Guru

      Android Mobile Data Ko Backup Karle. Pen drive ya Fir Computer Me ya Fir Online Google drive me .

  • ashar

    Mere intex phone mai sd card k pics felni ho rahe na he phone k pics jb delete krta hun to no permission ata h

    • HindiHelp Guru

      ek bar phone ko off karke on kare. app permission settings check kare.

  • Anand kumar

    Mera phone mi3s hai mai use reset kar raha hu to nahi ho raha hai kyu?

    • HindiHelp Guru

      Aap SIM Card Aur Memory Card Remove Karke Fir Se try Kare.

  • hemant

    Phone reset hone ke baad delete huye data ko dubara kese laa skte h plzz reply me sir

    • HindiHelp Guru

      recover data from formatted mobile Possible hai. Isake Liye EsaeUS MobiSaver for Android Software, Yodot Android Data Recovery program windows program hai wo aapko Use karne padenge. agar aapko ye prosses step by step pata hai to aap kud kar sakte hai.

  • mukesh

    format option chinies language me aye to kya kare

    • HindiHelp Guru

      agar language ka option hai to change karo. nahi hai to kisi shop be dikhao.

  • ankit

    Mere mobile ka boot ki problem hui hai tho hard reset nhi horha n na hi flash or software se horha tho ky kru mai

    • HindiHelp Guru

      kisi shop me batao, khud try mat karo.

  • manna Khan

    Hello bhai mera ek lenovo ka phone hai woh pattern lock ho gaya hai aur mai woh password bhul gaya hoon ab mai keya karu
    My big brothers
    Help me please

  • Sakil Malek

    Me ra penasonic phone ko hard reset kar liya he likin jab me phone chalu karta hu to email id mangta he me email id dalta hu to bar bar email id phone mangata he to batao ki me kya karu plizzzz help me

    • HindiHelp Guru

      aap google pal stor me account bana lijeiye ya fir settings sync me jake account bana lijiye.

  • azhar

    sir mera phone hard reset ke baad bhi data erase nhi ho rha baar baar launcher stopped googleapps.com stopped yhi likh kar aa rha hai

    • HindiHelp Guru

      bro, aap kisi or ke mobile se Youtube pe ” launcher stopped ” search karke videos dekhle. comment me usaka javab nahi diya ja sakta.

  • arjun

    mobile intex aqua y2 pro
    problem-mobile on karte hai to “no command ” screen pe dikhai deta hai..
    any solution?

    • admin

      Aapko reboot sistem now karna hai. but aapko isaki sahi prosses ka pata hona chahiye. youtube pe no command likhe aur videos dekhe.

    • Dayal singh bhati

      Sir mere pass gionee p5 mini h usme reeboot hone ke bad on nhi ho rha h ,sir please any solution for this

      • HindiHelp Guru

        aap Kisi repairing Shop Me Dikhaye.

Leave a Reply